Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Lyrics - Main Hoon Na


Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Lyrics from Main Hoon Na is Hindi song in the voices of Sonu Nigam, Aftab Sabri, Hashim Sabri. Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal song lyrics are written by Javed Akhtar, its music is given by Anu Malik. Main Hoon Na is a 2004 Hindi movie starring Shahrukh Khan, Sushmita Sen and Zayed Khan.

Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Lyrics - Main Hoon Na

Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Song Detail


Song: Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal
Album: Main Hoon Na (2004)
Singer: Sonu Nigam, Aftab Sabri, Hashim Sabri
Musician: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
Star Cast: Shahrukh Khan, Sushmita Sen, Zayed Khan etc.

Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Lyrics

Ishq jaise hai ek aandhi
Ishq hai ek toofan
Ishq ke aage bebas hai
Duniya mein har insan

Ishq mein sab deewane hain
Ishq mein sab hairaan
Ishq mein sab kuchh mushkil hai
Ishq mein sab aasaan

Dekho pyare yeh nazare
Yeh deewane yeh parwane

Hain ishq mein kaise ghumm

Haye
Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein

Dum tara dum tara dum tara
Dum tara dum tara dum tara dumma
Dum tara dum tara dum tara
Dum tara dum tara dum tara dum

Dum tara dum tara dum tara
Dum tara dum tara dum tara dumma Dum tara dum tara dum tara
Dum tara dum tara dum tara dum

Dil to hai ek raahi jaana
Dil ki tum manzil ho
Dil to hai ek kashti jaana
Jiska tum saahil ho
Dil na phir kuchh maange jaana
Tum agar haasil ho
Dil to hai mera tanha jaana
Aao tum mehfil ho

Ishq se hi saari kushiyan
Ishq hi barbaadi
Ishq hai pabandi lekin
Ishq hi aazadi

Ishq ki duniya mein yaaron
Khwabon ki aabaadi
Kho gaya woh jisko manzil
Ishq ne dikhla di

Dekho pyare yeh nazare
Yeh deewane yeh parwane
Hain ishq mein kaise ghumm

Haye
Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein

Dum tara dum tara dum tara
Dum tara dum tara dum tara dumma
Dum tara dum tara dum tara
Dum tara dum tara dum tara dum

Dum tara dum tara dum tara
Dum tara dum tara dum tara dumma
Dum tara dum tara dum tara
Dum tara dum tara dum tara dum

Tumko pooja hai
Tumhari hi ibaadat ki hai
Humne jab ki hai
To phir aise mohabbat ki hai
Humne jab ki hai
To phir aise mohabbat ki hai

Dil mera pagal hai jaana
Isko tum behla do
Dil mein kyun halchal hai jaana
Mujhko tum samjha do
Mehka jo aanchal hai jaana
Isko tum lehra do
Zulf jo baadal hai jaana
Mujhpe tum barsa do

Jaana le ke aaya hai
Tera yeh deewana
Jaan tujhpe mit jayega
Tera yeh parwana
Jaana mere dil mein kya hai
Toone yeh na jaana
Jaana tujhko yaad aayega
Mera yeh afsana

Dekho pyare yeh nazare
Yeh deewane yeh parwane
Hain ishq mein kaise ghumm

Haye
Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein

Dum tara dum tara dum tara
Dum tara dum tara dum tara dumma
Dum tara dum tara dum tara
Dum tara dum tara dum tara dum

Dum tara dum tara dum tara
Dum tara dum tara dum tara dumma
Dum tara dum tara dum tara
Dum tara dum tara dum tara dum