Tukur Tukur Lyrics - Dilwale - Arijit Singh
Tukur Tukur Lyrics from Dilwale (2015): This is a lovely song from Dilwale starring Shah Rukh Khan, Kajol, Varun Dhawan and Kriti Sanon. It is sung by Arijit Singh and composed by Pritam Chakraborty. Dilwale is a 2015 Hindi movie starring Shah Rukh Khan, Kajol and Varun Dhawan.
Tukur Tukur Song Detail
Song: Tukur Tukur
Album: Dilwale (2015)
Singer: Arijit Singh
Musician: Pritam Chakraborty
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Star Cast: Shah Rukh Khan, Kajol, Varun Dhawan etc.
Tukur Tukur Lyrics
Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh takka tak x (4)
Dil mein haan hai honton pe naa
Dil mein haan hai honton pe naa
Bhare baazar mein dil tod gai zaalima
Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh takka tak x (2)
Aashiqo ki jaan le gai
Aashiqo ki jaan le gai
Kahe rumaal magar chhor gai zaalima
Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh takka tak x (2)
Chahane wale tere jitne hajaar sanam
Badh ke hamse nai honge dildar sanam
Ye zamaana hai bewafa
Ye zamaana hai bewafa
Mile mushqil se wafadar koi balma
Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh takka tak x (4)
Aei yai yai ya Vasco da Gama
Ai yai yai ya pagri pajaama
Hey aei yai yai ya Vasco da Gama
Ai yai yai ya pagri pajaama
Hosh mein hi sahi
Magar gustakiyan ho zara
Aa tujhey choom lun
Bhale badnaamiya ho zara
Tukur tukur tukur tukur
Hosh mein hi sahi
Magar gustakiyan ho zara
Aa tujhey choom lun
Bhale badnaamiya ho zara
Husan hai beqaabu agar
Husan hai beqaabu agar
Kahe jazbaat ko qaabu mein rakhe balma
Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh takka tak x (4)
Aei yai yai ya Vasco da Gama
Aei yai yai ya pagri pajaama
Hey aei yai yai ya Vasco da Gama
Aei yai yai ya pagri pajaama
Pyaar kya chiz hai
Pichha chhode na wo marz hai
Umar bhar sar se jo
Miya uthre na woh karz hai
Isse bach ke rehna zara
Isse bach ke rehna zara
Nazar-andaz na kar mashwra yeh kaam ka
Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh takka tak x (2)