Tujhe Jeevan Ki Dor Se Bandh Liya Hai Lyrics - Asli Naqli


Tujhe Jeevan Ki Dor Se Bandh Liya Hai Lyrics from Asli Naqli (1962) is penned by Hasrat Jaipuri, it's composed by Shankar and Jaikishan and sung by Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar. Asli Naqli is a 1963 Hindi movie starring Dev Anand, Sadhana and Sandhya Roy.

Tujhe Jeevan Ki Dor Se Bandh Liya Hai Lyrics - Asli Naqli

Tujhe Jeevan Ki Dor Se Bandh Liya Hai Song Detail


Song: Tujhe Jeevan Ki Dor Se Bandh Liya Hai
Album: Asli Naqli (1963)
Singer: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Musician: Shankar, Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Dev Anand, Sadhana, Sandhya Roy etc.

Tujhe Jeevan Ki Dor Se Bandh Liya Hai Lyrics

Tujhe jeevan ki dor se bandh liya hai, bandh liya hai
Tere zulm-o-sitam sar aankhon par
Maine badle mein pyaar ke
Pyaar diya hai, pyaar diya hai
Teri khushiyan aur gham, sar aankhon par
Tujhe jeevan ki dor se bandh liya hai, bandh liya hai
Tere zulm-o-sitam sar aankhon par

Apsara koi aaye to dekhoon nahin
Koi behkaaye hans ke to behkoon nahin
Apsara koi aaye to dekhoon nahin

Ho koi behkaaye hans ke to behkoon nahin
Tore matware naino ne jaadu kiya
Ho tore matware naino ne jaadu kiya
Teri ulfat sanam sar aankhon par
Maine badle mein pyaar ke
Pyaar diya hai, pyaar diya hai
Teri khushiyan aur gham, sar aankhon par

Mere jeevan ki an-mit kahani hai tu
Meri taqdeer aur zindagani hai tu
Mere jeevan ki an-mit kahani hai tu
Meri taqdeer aur zindagani hai tu
Liye phirte hain sabse chhupaye huye Liye phirte hain sabse chhupaye huye
Teri tasveer hum sar aankhon par
Tujhe jeevan ki dor se bandh liya hai, bandh liya hai
Tere zulm-o-sitam sar aankhon par

Chaand sooraj bhi hain teri parchhaiyan
Tujh se roshan huyi dil ki gehraiyan
Chaand sooraj bhi hain teri parchhaiyan
Tujh se roshan huyi dil ki gehraiyan
Tere chehre ki jhilmil se manzil mili
Tere chehre ki jhilmil se manzil mili
Aisi pyaari poonam sar aankhon par
Tujhe jeevan ki dor se bandh liya hai, bandh liya hai
Tere zulm-o-sitam sar aankhon par
Tujhe jeevan ki dor se bandh liya hai, bandh liya hai
Tere zulm-o-sitam sar aankhon par