Tujhe Dekha To Yeh Jana Sanam Lyrics - Dilwale Dulhania Le Jayenge


Tujhe Dekha To Yeh Jana Sanam Lyrics from Dilwale Dulhania Le Jayenge is Hindi song in the voices of Lata Mangeshkar, Kumar Sanu. Tujhe Dekha To Yeh Jana Sanam song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by Jatin and Lalit. Dilwale Dulhania Le Jayenge is a 1995 Hindi movie starring Shahrukh Khan, Kajol and Parmeet Sethi.

Tujhe Dekha To Yeh Jana Sanam Lyrics - Dilwale Dulhania Le Jayenge

Tujhe Dekha To Yeh Jana Sanam Song Detail


Song: Tujhe Dekha To Yeh Jana Sanam
Album: Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
Singer: Lata Mangeshkar, Kumar Sanu
Musician: Jatin, Lalit
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Shahrukh Khan, Kajol, Parmeet Sethi etc.

Tujhe Dekha To Yeh Jana Sanam Lyrics

Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jana sanam

Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jayein hum
Teri baahon mein mar jayein hum

Tujhe dekha to yeh jana sanam

Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jayein hum
Teri baahon mein mar jayein hum
Tujhe dekha to yeh jana sanam

Aankhein meri, sapne tere
Dil mera, yaadein teri
Ho mera hai kya la la la
Sab kuchh tera la la la
Jaan teri, saansein teri
Meri aankhon mein aansu tere aa gaye
Muskurane lage saare gham

Tujhe dekha to yeh jana sanam Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jayein hum
Teri baahon mein mar jayein hum
Tujhe dekha to yeh jana sanam

Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahoon, main kya karoon
Haan tu saamne la la la
Baithi rahe la la la
Main tujhe dekha karoon
Tune aawaz di dekh main aa gayi
Pyaar se hai badi kya kasam

Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jayein hum
Teri baahon mein mar jayein hum
Teri baahon mein mar jayein hum