Tujhe Dekh Kar Jagwale Par Lyrics - Sawan Ko Aane Do


Tujhe Dekh Kar Jagwale Par Lyrics from Sawan Ko Aane Do (1979) is penned by Indeevar, it's composed by Rajkamal and sung by Yesudas. Sawan Ko Aane Do is a 1979 Hindi movie starring Arun Govil, Zarina Wahab and Reeta Bhaduri.

Tujhe Dekh Kar Jagwale Par Lyrics - Sawan Ko Aane Do

Tujhe Dekh Kar Jagwale Par Song Detail


Song: Tujhe Dekh Kar Jagwale Par
Album: Sawan Ko Aane Do (1979)
Singer: Yesudas
Musician: Rajkamal
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Arun Govil, Zarina Wahab, Reeta Bhaduri etc.

Tujhe Dekh Kar Jagwale Par Lyrics

Tujhe dekh kar jagwale par
Tujhe dekh kar jagwale par
Yakeen nahin kyun kar hoga
Tujhe dekh kar jagwale par
Yakeen nahin kyun kar hoga
Jiski rachna itni sundar
Woh kitna sundar hoga
Woh kitna sundar hoga

Tujhe dekhne ko main kya
Har darpan tarsa karta hai

Tujhe dekhne ko main kya
Har darpan tarsa karta hai
Jyun tulsi ke birwa ko
Har angan tarsa karta hai
Har angan tarsa karta hai
Ang ang tera ras ki Ganga
Ang ang tera ras ki Ganga
Roop ka woh saagar hoga
Jiski rachna itni sundar
Woh kitna sundar hoga
Woh kitna sundar hoga

Raag rang ras ka sangam Aadharat prem kahani ka
Raag rang ras ka sangam
Aadharat prem kahani ka
Mere pyase man mein yoon utari
Jyun ret mein jharna paani ka
Jyun ret mein jharna paani ka
Apna roop dikhaane ko
Apna roop dikhaane ko
Tere roop mein khud ishwar hoga
Jiski rachna itni sundar
Woh kitna sundar hoga
Woh kitna sundar hoga
Woh kitna sundar hoga