Tu Kitne Baras Ki Main Solah Baras Ki Lyrics - Karz


Tu Kitne Baras Ki Main Solah Baras Ki Lyrics from Karz is sung by Lata Mangeshkar and Kishore Kumar. Tu Kitne Baras Ki Main Solah Baras Ki song lyrics are written by Anand Bakshi while its music is given by Laxmikant and Pyarelal. Karz is a 1980 Hindi movie starring Rishi Kapoor, Tina Munim and Simi Garewal.

Tu Kitne Baras Ki Main Solah Baras Ki Lyrics - Karz

Tu Kitne Baras Ki Main Solah Baras Ki Song Detail


Song: Tu Kitne Baras Ki Main Solah Baras Ki
Album: Karz (1980)
Singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rishi Kapoor, Tina Munim, Simi Garewal etc.

Tu Kitne Baras Ki Main Solah Baras Ki Lyrics

Tu kitne baras ki tu kitne baras ka
Main solah baras ki
To main satrah baras ka
Solah, satrah, satrah, solah
Mil na jaayein naina
Ik do baras zara door rehna
Ik do baras zara door rehna
Kuchh ho gaya to phir na kehna

Main solah baras ki, tu satrah baras ka
Main solah baras ki, tu satrah baras ka

Mil na jaayein naina
Kuchh bhi ho mushkil hai door rehna
Kuchh ho gaya to phir na kehna

Tu solah baras ki, main satrah baras ka
Tu solah baras ki, main satrah baras ka
Mil na jaayein naina
Ik do baras zara door rehna
Kuchh ho gaya to phir na kehna

Parvat pe ghanghor ghatayein
Takrayein to kya ho
Barsat ho
Tere dil se mera dil Mil jaaye to kya ho
Baraat ho
Jaane kab barsat ho
Jaane kab baraat ho
Mera dil to chaahe
Aaj ki raat milan ki raat ho
Kyun, kyun, kyun, kyun
Kyun ki
Tu solah baras ki, main satrah baras ka
Tu solah baras ki, main satrah baras ka
Mil na jaayein naina
Ik do baras zara door rehna
Kuchh ho gaya to phir na kehna

Sachche premi sab milte hain
Ab dekhein hum kab milte hain
Milne mein ab kya mushkil hai
Teri-meri ik manzil hai
Door hai woh nazdeek nahin hai
Ab yeh milna theek nahin hai
Kyun, kyun, kyun, kyun
Kyun ki
Main solah baras ki, tu satrah baras ka
Main solah baras ki, tu satrah baras ka
Mil na jaayein naina
Kuchh bhi ho mushkil hai door rehna
Kuchh ho gaya to phir na kehna
O ik do baras zara door rehna
Kuchh ho gaya to phir na kehna
Main solah baras ki
Main satrah baras ka
Main solah baras ki
Main satrah baras ka