Teri Umar Nadan Hai Lyrics - Aankhon Aankhon Mein


Teri Umar Nadan Hai Lyrics from Aankhon Aankhon Mein (1972): This is a lovely song from Aankhon Aankhon Mein starring Rakesh Roshan, Rakhee, Raj Mehra and Tarun Bose. It is sung by Kishore Kumar and composed by Shankar and Jaikishan. Aankhon Aankhon Mein is a 1972 Hindi movie starring Rakesh Roshan, Rakhee and Raj Mehra.

Teri Umar Nadan Hai Lyrics - Aankhon Aankhon Mein

Teri Umar Nadan Hai Song Detail


Song: Teri Umar Nadan Hai
Album: Aankhon Aankhon Mein (1972)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Shankar, Jaikishan
Lyricist: Verma Malik
Star Cast: Rakesh Roshan, Rakhee, Raj Mehra etc.

Teri Umar Nadan Hai Lyrics

Teri, teri umar nadan hai
Thehara hua toofan hai
Main bhi jawan hoon, tu bhi jawan hai
Mausam ka dil meharban hai
Haaye haaye haaye
Teri umar nadan hai
Thehara hua toofan hai
Main bhi jawan hoon, tu bhi jawan hai
Mausam ka dil meharban hai
Haaye haaye haaye

Teri umar nadan hai

Bholepan pe, gore tann pe
Oh toone pehni hai boondon ki mala
Aise janchti, aise lagti
Ho jaise mehki huyi madhushala
Bholepan pe, gore tann pe
Oh toone pehni hai boondon ki mala
Aise janchti, aise lagti
Ho jaise mehki huyi madhushala
Jaaga, jaaga hua armaan hai
Thehara hua toofan hai
Haan main bhi jawan hoon, tu bhi jawan hai Mausam ka dil meharban hai
Haaye haaye haaye
Teri umar nadan hai

Oh kabhi machle, oh kabhi phisle
Tera gajra bada harjaayi
Tu bulaye mann yen chaahe
Tere sapnon se kar loon sagaayi
Oh kabhi machle, oh kabhi phisle
Tera gajra bada harjaayi
Tu bulaye mann yen chaahe
Ho tere sapnon se kar loon sagaayi
Kaliyon, kaliyon ki tu muskaan hai
Thehara hua toofan hai
Haan main bhi jawan hoon haan
Tu bhi jawan hai
Mausam ka dil meharban hai
Haaye haaye haaye
Teri umar nadan hai

Koyi baat kar, oh mulaaqat kar
Gori kitna tujhe abhiman hai
Teri chhanv mein, tere gaaon mein
Pardesi tera mehman hai
Koyi baat kar, oh mulaaqat kar
Gori kitna tujhe abhiman hai
Teri chhanv mein, tere gaaon mein
Pardesi tera mehman hai
Banti, banti jo tu anjaan hai
Thehara hua toofan hai
Haan main bhi jawan hoon, tu bhi jawan hai
Mausam ka dil meharban hai
Haaye haaye haaye
Teri umar nadan hai