Tere Mohalle Lyrics - Besharam


Tere Mohalle song lyrics from Ranbir Kapoor, Pallavi Sharda, Rishi Kapoor and Neetu Singh starrer film Besharam. Music of Lalit Pandit and lyrics of Tere Mohalle song are fabulous. Mamta Sharma and Aishwarya has sung it. Besharam is a 2013 Hindi movie starring Ranbir Kapoor, Pallavi Sharda and Rishi Kapoor.

Tere Mohalle Lyrics - Besharam

Tere Mohalle Song Detail


Song: Tere Mohalle
Album: Besharam (2013)
Singer: Mamta Sharma, Aishwarya
Musician: Lalit Pandit
Lyricist: Nikhat Khan
Star Cast: Ranbir Kapoor, Pallavi Sharda, Rishi Kapoor etc.

Tere Mohalle Lyrics

Khidki se mujhe taaqe sare gali ke baaqe x (2)
Sabko lallu banake dil bhiga tujh parrr
Hum lutt gaye vai aake tere mohalle x (4)

Kyon lambi lambi haake, koyi na tujhe taaqe x (3)
Kisko lallu banake kahti rahti hai phirrr
Ki lutt gaye vai aake tere mohalle
Hum lutt gaye vai aake tere mohalle
Hum lutt gaye baby aake tere mohalle
Hum lutt gaye zalim aake tere mohalle

Hum Sikandar hain apni marzi ke

Chutki lage humein yeh dil fansane mein
Mere jalwe mein beta woh dam hai
Nikle saari umar mujhe patane mein
Karalo ji karalo, dil ki F.D. karalo
Angutha bhi lagwalo dil phenka tujh par
Hum lutt gaye vai aake tere mohalle
Hum lutt gaye vai aake tere mohalle

Hum lutt gaye, hum lutt gaye
Hum lutt gaye, lutt gaye, lutt gaye x (2)
Hum lutt gaye jaana aake tere mohalle
Hum lutt gaye beauty aake tere mohalle

Badi munh fatt yeh jawani bhi Darti nahin hai yeh to phir jaane se
Ho chal katle tu, kitna phenke hai
Zaraa bhi dam nahin hai tere draame mein
Badha lo, ji badha lo relationwa badha lo
Nainon ke pench lada lo, aa jao na chat par
Hum lutt gaye baby aake tere mohalle
Hum lutt gaye zalim aake tere mohalle

Khidki se mujhe taaqe sare gali ke baaqe
Kyon lambi lambi haake, koyi na tujhe taaqe
Kisko lallu banake kahti rahti hai phirrr
Hum lutt gaye vai aake tere mohalle
Hum lutt gaye vai aake tere mohalle
Hum lutt gaye baby aake tere mohalle
Hum lutt gaye zalim aake tere mohalle

Diwaane hain, dilon ko hum to jodenge
Na ghar ka tumhein, ghat ka na chodenge
Kyon baaz na aati hai khincha taani se
Haaye hum popular hain apni manmaani se

Hum lutt gaye, lutt gaye - jaana hum lutt gaye
Hum lutt gaye, lutt gaye - ainwai hum lutt gaye
Hum lutt gaye, lutt gaye - baby hum lutt gaye
Hum lutt gaye, lutt gaye - zalima lutt gaye