Taar Bijli Lyrics - Gangs Of Wasseypur 2


Taar Bijli Lyrics from Gangs Of Wasseypur 2 (2012): This is a lovely song from Gangs Of Wasseypur 2 starring Richa Chadda, Nawazuddin Siddiqui, Jameel Khan and Zeishan Quadri. It is sung by Sharda Sinha and composed by Sneha Khanwalkar. Gangs Of Wasseypur 2 is a 2012 Hindi movie starring Richa Chadda, Nawazuddin Siddiqui and Jameel Khan.

Taar Bijli Lyrics - Gangs Of Wasseypur 2

Taar Bijli Song Detail


Song: Taar Bijli
Album: Gangs Of Wasseypur 2 (2012)
Singer: Sharda Sinha
Musician: Sneha Khanwalkar
Lyricist: Varun Grover, Piyush Mishra
Star Cast: Richa Chadda, Nawazuddin Siddiqui, Jameel Khan etc.

Taar Bijli Lyrics

Tak-tak tak-tak tak-tak tak-tak x (8)

Taar bijli se, taar bijli se
Taar bijli se patle hamare piya
Taar bijli se patle hamare piya
O ri saasu bataa toone yeh kya kiya
O ri saasu bataa toone yeh kya kiya

Taar bijli se patle hamare piya
Taar bijli se patle hamare piya
O ri saasu bataa toone yeh kya kiya
O ri saasu bataa toone yeh kya kiya

Sookh ke ho gaye hain chhuhare piya
Sookh ke ho gaye hain chhuhare piya
Bechaare piya, sab haare piya

Kuchh khaate nahin hain hamare piya
Kuchh khaate nahin hain hamare piya
Kuchh khaate nahin hain hamare piya
O ri saasu bataa toone yeh kya kiya
O ri saasu bataa toone yeh kya kiya

Taar bijli se oye, taar bijli se aaye haye
Taar bijli se patle hamare piya
Taar bijli se patle hamare piya

Kha dhatura jee sutle hamare piya Mara dhakka na uthle dulaare piya
Kha dhatura jee sutle hamare piya
Mara dhakka na uthle dulaare piya
O re bapu bataa toone yeh kya diya
O re bapu bataa toone yeh kya diya
Yeh kya diya, toone yeh kya diya
Gulabi chachha ke
Gulabi chachha ki kyaari mein kanta bhara
Na idhar na udhar hi sihare piya
Na idhar na udhar hi sihare piya

Taar bijli se patle, patle, patle, patle
Taar bijli se patle hamare piya
Taar bijli se patle hamare piya

Tak-tak tak-tak tak-tak tak-tak x (8)

Ghupp andhera mein chalte dulaare piya
Ghupp andhera mein chalte dulaare piya
Zindagi kolbhari, koot paani bhara
Arrah Chhapra ke baabuji yeh kya kiya
Loknayak jalaaye yeh kaisa diya
Arrah Chhapra ke baabuji yeh kya kiya
Loknayak jalaaye yeh kaisa diya
Bhaav koyla ke bikle, bhaav koyla ke bikle
Bhaav koyla ke bikle dihaadi piya
Dihaadi piya, Bihari piya
Maare dukh ke jee phoote phuharein piya
Maare dukh ke jee phoote phuharein piya
Haan phuharein, phuharein, phuharein piya
Haan phuharein, phuharein, phuharein piya

Taar bijli se patle hamare piya
Taar bijli se patle hamare piya
O ri saasu bataa toone yeh kya kiya
O ri saasu bataa toone yeh kya kiya

Taar bijli se oye oye, taar bijli se
Taar bijli se patle hamare piya
Taar bijli se patle hamare piya
O ri saasu bataa toone yeh kya kiya
O ri saasu bataa toone yeh kya kiya
Taar bijli se patle hamare piya
Taar bijli se patle hamare piya

O ri bhauji bataa toone yeh kya kiya
O re bapu bataa toone yeh kya kiya
O re chacha bataa toone yeh kya kiya
Loknayak bataa toone yeh kya kiya
Jan-nayak bataa toone yeh kya kiya
Baba Saheb bataa toone yeh kya kiya
Taar bijli se patle hamare piya
Haan hamare piya, ji hamare piya

O ri saasu bataa toone yeh kya kiya
O ri saasu bataa toone yeh kya kiya
Taar bijli se patle hamare piya
Taar bijli se patle hamare piya
Taar bijli se patle hamare piya
Taar bijli se patle hamare piya



More Lyrics From Gangs Of Wasseypur 2