Sundari Aye Haye Sundari Lyrics - Anokhi Ada


Read & sing along Sundari Aye Haye Sundari Lyrics from the movie Anokhi Ada - 1973 which is sung by Kishore Kumar. You can also get other songs & lyrics from Anokhi Ada. Anokhi Ada is a 1973 Hindi movie starring Jeetendra, Rekha and Vinod Khanna.

Sundari Aye Haye Sundari Lyrics - Anokhi Ada

Sundari Aye Haye Sundari Song Detail


Song: Sundari Aye Haye Sundari
Album: Anokhi Ada (1973)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Jeetendra, Rekha, Vinod Khanna etc.

Sundari Aye Haye Sundari Lyrics

Sundari aye haye sundari
Sundari aye haye sundari
Apun ko bhi ek nazar dekho na
Bure nahin hum bhi idhar dekho na
Apun ko bhi ek nazar dekho na
Bure nahin hum bhi idhar dekho na
Sundari aye haye sundari
Sundari aye haye sundari

Kaisi anokhi adaa jaani hai teri
Kaisi anokhi adaa jaani hai teri

Phir se pakad bahiyaan zaraa pyaar se meri
Tera yaar main nahin hai
Magar aisi kya kami hai
Sakal to milti hai tere yaar se meri
Hai na yehi baat to phir dekho na
Bure nahin hum bhi idhar dekho na
Sundari aye haye sundari
Sundari aye haye sundari

Dikhne mein kangaal hai pan raja hai dil ka
Dikhne mein kangaal hai pan raja hai dil ka
Aa main bana dega tujhe pyaar ki malika
Kabhi ek roj aake mera jhopda basa de Jhopad mein dikhla doon maja rajmahal ka
Hai na yehi baat to phir dekho na
Bure nahin hum bhi idhar dekho na
Sundari aye haye sundari
Sundari aye haye sundari

Ho gai gussa arre tum to kasam se
Ho gai gussa arre tum to kasam se
Aisi badi kaun khata ho gayi humse
Gore gaalon waali bai zaraa thaam li kalai
Khaali peeli tum to khafa ho gayi humse
Hai na yehi baat to phir dekho na
Bure nahin hum bhi idhar dekho na
Sundari aye haye sundari
Sundari aye haye sundari

Apun ko bhi ek nazar dekho na
Bure nahin hum bhi idhar dekho na
Sundari aye haye sundari
Sundari aye haye sundari

More Lyrics From Anokhi Ada