SHYAM TERI BANSI PUKARE RADHA NAAM LYRICS - Geet Gaata Chal


Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam Lyrics from Geet Gaata Chal is sung by Aarti Mukherjee and Jaspal Singh. Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam song lyrics are written by Ravindra Jain while its music is given by Ravindra Jain. Geet Gaata Chal is a 1975 Hindi movie starring Sachin Pilgaonkar, Sarika and Urmila Bhatt.

SHYAM TERI BANSI PUKARE RADHA NAAM LYRICS - Geet Gaata Chal

Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam Song Detail


Song: Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam
Album: Geet Gaata Chal (1975)
Singer: Aarti Mukherjee, Jaspal Singh
Musician: Ravindra Jain
Lyricist: Ravindra Jain
Star Cast: Sachin Pilgaonkar, Sarika, Urmila Bhatt etc.

Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam Lyrics

Shyam teri bansi pukare Radha naam
Shyam teri bansi pukare Radha naam
Log karein Meera ko yoon hi badnaam

Shyam teri bansi pukare Radha naam
Shyam teri bansi pukare Radha naam
Log karein Meera ko yoon hi badnaam

Saanware ki bansi ko bajne se kaam
Sanvre ki bansi ko bajne se kaam
Radha ka bhi Shyam
Woh to Meera ka bhi Shyam

Radha ka bhi Shyam
Woh to Meera ka bhi Shyam

Jamuna ki leharein bansi batt ki chhaiyan
Kiska nahi hai kaho Krishna Kanhaiya
Jamuna ki leharein bansi batt ki chhaiyan
Kiska nahi hai kaho Krishna Kanhaiya
Shyam ka deewana to saara Brij dhaam
Shyam ka deewana to saara Brij dhaam
Log karein meera ko yoon hi badnaam

Saanware ki bansi ko bajne se kaam
Sanvre ki bansi ko bajne se kaam
Radha ka bhi Shyam Woh to Meera ka bhi Shyam
Radha ka bhi Shyam
Woh to Meera ka bhi Shyam

Kaun jaane baansuriya kisko bulaye
Jiske mann bhaaye yeh usi ke gunn gaaye
Kaun jaane baansuriya kisko bulaye
Jiske mann bhaaye woh usi ke gunn gaaye
Kaun nahi, kaun nahi bansi ki dhun ka gulaam
Radha ka bhi Shyam
Woh to Meera ka bhi Shyam

Shyam teri bansi pukare Radha naam
Shyam teri bansi
Kanhaiya teri bansi pukare Radha naam
Log karein Meera ko yoon hi badnaam