Shambhu Sutaya Lyrics - ABCD (Any Body Can Dance)


Shambhu Sutaya Lyrics from ABCD - Any Body Can Dance (2013): This is a lovely song from Abcd - Any Body Can Dance starring Prabhu Deva, Ganesh Acharya, Dharmesh and Mayuresh Wadkar. It is sung by Shankar Mahadevan and Vishal Dadlani and composed by Sachin Jigar. ABCD - Any Body Can Dance is a 2013 Hindi movie starring Prabhu Deva, Ganesh Acharya and Dharmesh.

Shambhu Sutaya Lyrics - ABCD (Any Body Can Dance)

Shambhu Sutaya Song Detail


Song: Shambhu Sutaya
Album: ABCD - Any Body Can Dance (2013)
Singer: Shankar Mahadevan, Vishal Dadlani
Musician: Sachin Jigar
Lyricist: Mayur Puri
Star Cast: Prabhu Deva, Ganesh Acharya, Dharmesh etc.

Shambhu Sutaya Lyrics

Riddhi, siddhi, vriddhi hoti
Haan tere hi aane se
Aur sundar yeh srishti hoti
Haan tere hi aane se
Morya Morya

Man ke andhere kone mein
Jo daanav chhupa hai Morya
Uspe hi jai ho to digvijay ho
Teri tarah Morya
Ganpati Bappa - Morya

Urja varshi - lavkar ya

Ho lakh koi de hunkaare
Lakh koi dhamkaaye
Ho ho hum teri raahon pe chalte
Hum nahi rukne waale
Mera deva devon ka devta
Majha deva devon ka devta
Pair rukne na, sar yeh jhukne na dega
Morya re Morya, Ganpati Bappa Morya
Shambhu Sutaya, Shambhu Sutaya
Lambodaray Morya
Morya re Bappa Morya Ganpati Bappa Morya
Deva....

Sajjan ki aas, durjan ka nash
Tu kaisa bindas hai raja
Tu kaisa bindaas hai raja
Teri ho puja phir koi duja
Tu sabka vishwas hai raja
Tu sabka vishwas hai raja
Yoon sabhi devon ke aage
Yeh sar jhuka hai Morya
Par apna hai tu ghar pe hamare
Aaya hai Morya
Morya re Morya, Ganpati Bappa Morya
Shambhu Sutaya, Shambhu Sutaya
Lambodaray Morya
Morya re Bappa Morya
Ganpati Bappa Morya

Gan-Gan Ganapati Gaj-mukh Mangal
Ghit ghire, ghit ghire, ghit ghire thun thun
Tat tat thai tha
Jai jag vandan vakra tund daani data
Vighan haran shubh karan dha gi na dha
Vighan haran shubh karan dha gi na dha
Vighan haran shubh karan dha gi na dha
Dhum kit, dhum kit
Dha dhang, dha dhang, dha dha kit dha
Dha dhang, dha dhang, dha dha kit dha
Dha dhang, dha dhang, dha dha kit dha

Morya re Morya, Ganpati Bappa Morya
Morya re Morya, Ganpati Bappa Morya
Shambhu Sutaya, Shambhu Sutaya
Lambodaray Morya
Morya re Bappa Morya
Ganpati Bappa Morya

Hey jal mein, thal mein, sristi sakal mein
Van mein, ran mein, kan-kan mein
Taru mein, tan mein, gaj mein, gan mein
Morya hai har man mein
Hey rang ki dhaare, ras phuhaarein
Chhal chhal chhalke sarjan mein
Tej hai, bal hai, shakti prabal hai
Morya ke darshan mein re Bappa
Morya ke darshan mein re Deva
Morya ke darshan mein
Morya ke darshan mein ho