SAUDA HAI DIL KA LYRICS - Aakrosh
|
|
Sauda Hai Dil Ka Lyrics from Aakrosh.
Sauda hai dil ka is a beautiful hindi song from 2010 bollywood film Aakrosh. This song is composed by Pritam Chakraborty. Javed has sung this song. And of course lyrics for which you are looking is written by Irshad Kamil.
Film : Aakrosh (2010)
Lyricist :
Irshad Kamil
Musician :
Pritam Chakraborty
Singer :
Javed
Sauda Hai Dil Ka song in written format is given below.
|
|
|
Sauda Hai Dil Ka Lyrics
Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona jee
Main ne to ko pana hai ya tu ne main ko khona jee
Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi
Aa re aaa re are aaa
Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona jee
Main ne to ko pana hai ya tu ne main ko khona jee
Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi
Aa re aaa re are aaa
Sauda hai dil ka yeh
Tu kar bhi le
Mera jahan bahaon mein tu bhar bhi le
Saude mein de kasam
Kasam bhi le
Aake tu nighaahon mein sawar bhi le
Sauda udano ka hai
Ya Aasmano ka hai
Le le udanein meri
Le mere Par bhi le
Sauda umeedon ka hai
Khawaabon ka neendon ka hai
Le Le tu neendein meri
Naino mein ghar bhi le
Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona jee
Main ne to ko pana hai ya tu ne main ko khona jee
Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi
Aa re aaa re are aaa
Dil kahe tere main hoonthon se
Baaton ko chupke se loon utha
Uss Jagah Dheere se haule se
Geeton ko apne mein doon beetha
Hoo
Dil kahe tere main hoonthon se
Baaton ko chupke se loon utha
Uss Jagah Dheere se haule se
Geeton ko apne mein doon beetha
Sauda taranon ka hai
Dil ke fasano ka hai
Le Le Tarane mere
Hoothon pe ghar bhi le
Sauda Hai Dil Ka lyrics on http://www.LyricsOff.com
Sauda Ujjalo ka hain
Roshan Khayalon ka hai
Le Le Ujjale mere
Aaja Nazar bhi le
Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona jee
Main ne to ko pana hai ya tu ne main ko khona jee
Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi
Aa re aaa re are aaa
Seedhe saadhe
Seedha saadha
Main ne to ko
tu ne main ko
Aa re aaa re are aaa
Main kabhi Bhoolunga na tujhe
Chahe tu mujhko dena bhula
Adatein jaise hai tu meri
Adatein kaise bhuulon bhala
Ho
Main kabhi Bhoolunga na tujhe
Chahe tu mujhko dena bhula
Adatein jaise hai tu meri
Adatein kaise bhuulon bhala
Sauda yeh vaadon ka hai
Yaadon irradon ka hai
Le le tu vadeein chahe
Tu to mukar bhi le
Sauda ishaaron ka hai
Chahat ke maaron ka hai
Le le isharein mere
Inka asar bhi le
Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona jee
Main ne to ko pana hai ya tu ne main ko khona jee
Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi
Aa re aaa re are aaa
Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona jee
Main ne to ko pana hai ya tu ne main ko khona jee
Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi
Aa re aaa re are aaa
|
|
|
More Lyrics from Aakrosh
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Latest Film Songs Lyrics
|
|
|
|
|
|
|
|
Find us on FaceBook
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|