Sara Pyar Tumhara Maine Bandh Liya Hai Lyrics - Anand Ashram
Sara Pyar Tumhara Maine Bandh Liya Hai Lyrics from the movie Anand Ashram is sung by Asha Bhosle and Kishore Kumar, its music is composed by Shyamal Mitra and lyrics are written by Indeevar. Anand Ashram is a 1977 Hindi movie starring Uttam Kumar, Sharmila Tagore and Ashok Kumar.
Sara Pyar Tumhara Maine Bandh Liya Hai Song Detail
Song: Sara Pyar Tumhara Maine Bandh Liya Hai
Album: Anand Ashram (1977)
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Musician: Shyamal Mitra
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Uttam Kumar, Sharmila Tagore, Ashok Kumar etc.
Sara Pyar Tumhara Maine Bandh Liya Hai Lyrics
Sara pyar tumhara
Maine bandh liya hai anchal mein
Sara pyar tumhara
Maine bandh liya hai anchal mein
Tere naye roop ki nayi adaa
Hum dekha karenge pal pal mein
Sara pyar tumhara
Maine bandh liya hai anchal mein
Dekhke teri soorat mit jaati hai
Ek hi pal mein jeevan ki har thakan
Tumko paa kar safal hua hai
Mera yeh jeevan
Dekhke teri soorat mit jaati hai
Ek hi pal mein jeevan ki har thakan
Mere sapno ki tum moorat
Tumko pa kar safal hua hai
Mera yeh jeevan
Sapno ki tum moorat
Ho chamki meri kismat ki rekha
In nainon ke kajal mein
Sara pyar tumhara Maine bandh liya hai anchal mein
Hum aur paas aayenge
Hamein aur paas koi laayega
Duniya ko nazar aayenge hum
Jab jab woh muskayega
Hum aur paas aayenge
Hamein aur paas koi laayega
Duniya ko nazar aayenge hum
Jab jab woh muskayega
Aayi aisi bela, ik pal ko bhi mujhe akela
Chhod na dena tum
Aayi aisi belaa
Paas hi rehna, kho mat jaana
Duniya ki hulchal mein
Sara pyar tumhara
Maine bandh liya hai anchal mein
Tere naye roop ki nayi adaa
Hum dekha karenge pal pal mein