Roz Shaam Aati Thi Magar Aisi Na Thi Lyrics - Imtihaan


Roz Shaam Aati Thi Magar Aisi Na Thi Lyrics from Imtihaan (1974) is penned by Majrooh Sultanpuri, it's composed by Laxmikant and Pyarelal and sung by Lata Mangeshkar. Imtihaan is a 1974 Hindi movie starring Vinod Khanna, Tanuja and Bindu.

Roz Shaam Aati Thi Magar Aisi Na Thi Lyrics - Imtihaan

Roz Shaam Aati Thi Magar Aisi Na Thi Song Detail


Song: Roz Shaam Aati Thi Magar Aisi Na Thi
Album: Imtihaan (1974)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Vinod Khanna, Tanuja, Bindu etc.

Roz Shaam Aati Thi Magar Aisi Na Thi Lyrics

Roz shaam aati thi magar aisi na thi
Roz roz ghata chhaati thi magar aisi na thi
Yeh aaj meri zindagi mein kaun aa gaya

Roz shaam aati thi magar aisi na thi
Roz roz ghata chhaati thi magar aisi na thi
Yeh aaj meri zindagi mein kaun aa gaya

Daali mein yeh kiska hath
Kare ishare bulaaye mujhe
Jhoomti chanchal hawa
Chhoo ke tan gudgudaye mujhe

Haule haule dheere dheere
Koi geet mujhko sunaaye
Preet man mein jagaaye
Khuli aankh sapne dikhaye
Dikhaye dikhaye dikhaye
Khuli aankh sapne dikhaye
Yeh aaj meri zindagi mein kaun aa gaya

Roz shaam aati thi magar aisi na thi
Roz roz ghata chhaati thi magar aisi na thi
Yeh aaj meri zindagi mein kaun aa gaya

Armanon ka rang hai
Jahan palkein uthati hoon main Hans hans ke hai dekhti
Jo bhi moorat banaati hoon main
Jaise koi mohe chhede
Dil kho aur bhi jaati hoon main
Dagmagati hoon main
Deewani hui jaati hoon main
Deewani deewani deewani
Deewani hui jaati hoon main
Yeh aaj meri zindagi mein kaun aa gaya

Roz shaam aati thi magar aisi na thi
Roz roz ghata chhaati thi magar aisi na thi
Yeh aaj meri zindagi mein kaun aa gaya



More Lyrics From Imtihaan