Pyar Se Hai Duniya Haseen Lyrics - Aag Hi Aag


Pyar Se Hai Duniya Haseen Lyrics from the movie Aag Hi Aag is sung by Shabbir Kumar, Shailendra Singh and Meghna Oberoi, its music is composed by Bappi Lahiri and lyrics are written by Anjaan. Aag Hi Aag is a 1988 Hindi movie starring Dharmendra, Moushmi Chatterjee and Chunky Pandey.

Pyar Se Hai Duniya Haseen Lyrics - Aag Hi Aag

Pyar Se Hai Duniya Haseen Song Detail


Song: Pyar Se Hai Duniya Haseen
Album: Aag Hi Aag (1988)
Singer: Shabbir Kumar, Shailendra Singh, Meghna Oberoi
Musician: Bappi Lahiri
Lyricist: Anjaan
Star Cast: Dharmendra, Moushmi Chatterjee, Chunky Pandey etc.

Pyar Se Hai Duniya Haseen Lyrics

Hum na rahein, tum na raho, pyar rahega
Aaj kaha maine kal zamana kahega
Pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi
Oye oye oye oye oye oye
Pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi

Hum na rahein, tum na raho, pyar rahega
Aaj kaha maine kal zamana kahega
Pyar se hai duniya haseen

Pyar nahi to kuchh nahi
Oye oye oye oye oye oye
Pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi

Ho pyar kabhi, luta nahi
Arre pyar kabhi, aye mita nahi
Jitna diya aur bhdha
Pyar kabhi ghata nahi
Pyar kabhi, haan luta nahi
Ho pyar kabhi, arre mita nahi
Jitna diya aur bhdha
Pyar kabhi ghata nahi Pyar na ho dil mein to dil, dil na rahega
Aaj kaha maine kal zamana kahega
Hey pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi
Oye oye oye oye oye oye
Pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi
Oye oye oye oye oye oye

Waqt yahan rootha magar
Chhoota tera sath nahi
Waqt yahan rootha magar
Chhoota tera sath nahi
Waqt yahan haar gaya
Haara nahi pyar kabhi
Pyar to hai pyar yahan, pyar rahega
Aaj kaha maine kal zamana kahega
Hey pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi
Oye oye oye oye oye oye
Pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi

Hum na rahein, tum na raho, pyar rahega
Aaj kaha maine kal zamana kahega

Pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi x (4)