Pucho Zara Pucho Lyrics - Raja Hindustani


Pucho Zara Pucho Lyrics from Raja Hindustani is Hindi song in the voices of Alka Yagnik, Kumar Sanu. Pucho Zara Pucho song lyrics are written by Sameer, its music is given by Nadeem Shravan. Raja Hindustani is a 1996 Hindi movie starring Aamir Khan, Karisma Kapoor and Suresh Oberoi.

Pucho Zara Pucho Lyrics - Raja Hindustani

Pucho Zara Pucho Song Detail


Song: Pucho Zara Pucho
Album: Raja Hindustani (1996)
Singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu
Musician: Nadeem Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Aamir Khan, Karisma Kapoor, Suresh Oberoi etc.

Pucho Zara Pucho Lyrics

Pucho zara pucho mujhe kya hua hai
Kaisi bekarari hai yeh kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Raja ji tumse dil lagane ki saza hai

Pucho zara pucho mujhe kya hua hai
Kaisi bekarari hai yeh kaisa nasha hai
Pucho zara pucho mujhe kya hua hai
Kaisi bekarari hai yeh kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Aha ha tumse dil lagane ki saza hai

Rootha hai kyun raja
Kyun mujhse khafa hai
Kaisi berukhi hai mere dil ko pata hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Haan haan haan tumse dil lagane ki saza hai

Kaante hon ya kaliyan hon
Bas mehboob ki galiyan hon
Sath tumahare chalna hai
Ishq ki aag mein jalna hai
Cheer ke dekho dil mera
Is pe likha hai naam tera
Deewangi kya cheez hai Deewano ko bas hai pata

Pucho zara pucho mujhe kya hua hai
Kaisi bekarari hai yeh kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Yei yei ya tumse dil lagane ki saza hai

Chhod ke tumko kidhar jaayein
Hum to tere bin mar jaayein
Jee karta kuchh kar jaayein
Pyar mein hadd se ghuzar jaayein
Hum woh nahi jo dar jaayein
Vaada kar ke mukar jaayein
Is pyar ka, takrar ka
Chahat ka hai apna maza

Pucho zara pucho mujhe kya hua hai
Kaisi bekarari hai yeh kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Haan haan haan tumse dil lagane ki saza hai

Pucho zara pucho mujhe kya hua hai
Kaisi bekarari hai yeh kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Aaha ha tumse dil lagane ki saza hai
Haan haan haan tumse dil lagane ki saza hai
Yei yei ya tumse dil lagane ki saza hai