Patni Pati Ke Liye De De Apni Jaan Lyrics - Hum Aapke Dil Mein Rehte Hain


Patni Pati Ke Liye De De Apni Jaan Lyrics from Hum Aapke Dil Mein Rehte Hain: This is a very well sung song by Shankar Mahadevan with nicely composed music by Anu Malik. Lyrics of Patni Pati Ke Liye De De Apni Jaan are beautifully penned by Sameer. Hum Aapke Dil Mein Rehte Hain is a 1999 Hindi movie starring Anil Kapoor, Kajol and Anupam Kher.

Patni Pati Ke Liye De De Apni Jaan Lyrics - Hum Aapke Dil Mein Rehte Hain

Patni Pati Ke Liye De De Apni Jaan Song Detail


Song: Patni Pati Ke Liye De De Apni Jaan
Album: Hum Aapke Dil Mein Rehte Hain (1999)
Singer: Shankar Mahadevan
Musician: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Star Cast: Anil Kapoor, Kajol, Anupam Kher etc.

Patni Pati Ke Liye De De Apni Jaan Lyrics

Kareshu daasi, karneshu mantri
Bhojeshu mata, shayneshu Rambha

Patni pati ke liye de de apni jaan
Aurat se badh ke na koi yahan
Patni pati ke liye de de apni jaan
Aurat se badh ke na koi yahan
Sukh mein bhi saath de
Dukh mein bhi saath de
Yeh bane sevika, premika
Patni pati ke liye de de apni jaan

Aurat se badh ke na koi yahan

Tyaag aur samarpan hai patni ka naam
Yeh pati ki seva kare subah-o-shaam
Vrat rakhe dua de pujaaran bane
Sirf prem dhaage se jeevan bandhe
Mamta ki chandni, yeh aisi roshni
Jo har andhera mita de
Yeh naya roop hai devi ka
Patni pati ke liye de de apni jaan
Aurat se badh ke na koi yahan
Patni pati ke liye de de apni jaan
Aurat se badh ke na koi yahan

Jo nahin hai patni to kya hai pati
Iski mannaton ka sila hai pati
Jo kabhi bhi patni se dhokha kare
Woh na zindagi mein kabhi khush rahe
Jisne bhi hai kahi yeh baat hai sahi
Samajho ise isko jaano..
Yeh to hai sundara mallika..
Patni pati ke liye de de apni jaan
Aurat se badh ke na koi yahan

Patni pati ke liye de de apni jaan
Aurat se badh ke na koi yahan
Sukh mein bhi saath de
Dukh mein bhi saath de
Yeh bane sevika, premika

Kareshu daasi, karneshu mantri
Bhojeshu mata, shayneshu Rambha