Oonchi Hai Building Lift Teri Band Hai Lyrics - Judwaa


Oonchi Hai Building Lift Teri Band Hai Lyrics from the movie Judwaa is sung by Anu Malik and Poornima, its music is composed by Anu Malik and lyrics are written by Dev Kohli. Judwaa is a 1997 Hindi movie starring Salman Khan, Karisma Kapoor and Rambha.

Oonchi Hai Building Lift Teri Band Hai Lyrics - Judwaa

Oonchi Hai Building Lift Teri Band Hai Song Detail


Song: Oonchi Hai Building Lift Teri Band Hai
Album: Judwaa (1997)
Singer: Anu Malik, Poornima
Musician: Anu Malik
Lyricist: Dev Kohli
Star Cast: Salman Khan, Karisma Kapoor, Rambha etc.

Oonchi Hai Building Lift Teri Band Hai Lyrics

Oonchi hai building lift teri band hai
Kaise main aaoon dil razaamand hai
Oonchi hai building lift teri band hai
Kaise main aaoon dil razaamand hai

Aaja aaja, aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja
Aaja aaja, aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja
Kaise! oonchi hai building lift teri band hai
Kaise main aaoon dil razaamand hai

Tere waaste daud kar aaunga main
Sau seedhiyon ko bhi chadh jaaunga main
Tu mera dilbar hai aana padega
Tujhe mera nakhra uthana padega
Aaya toofan hai, mushkil mein jaan hai
Aana main chaahun dil beiman hai
Oonchi hai building lift teri band hai
Haan kaise main aaoon dil razaamand hai

Aaja aaja, aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja
Aaja aaja, aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja na Oonchi hai building lift teri band hai
Haan kaise main aaoon dil razaamand hai

Tu aage aage, main peechhe peechhe
Ho chumbak ki tarah mujhko tu kheenche
Arre re re..
Kahan ja raha hai ankhiyon ko meenche
Micheal ki cycle ke aayega neeche
Utni hi door tu, jitni kareeb hai
Aankh maarti hai, haaye ladki ajib hai
Mumbai band hai, train nahin chalti
Kaise main aaoon dil razaamand hai
Bijli nahin hai, arre batti bhi gul hai
Kaise main aaoon dil razaamand hai
Dil razaamand hai, dil razaamand hai
Dil razaamand hai

Aaja aaja, aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja
Aaja aaja, aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja, aaja!