Nahi Nahi Koi Tumsa Haseen Lyrics - Swarg Narak


Nahi Nahi Koi Tumsa Haseen Lyrics from Swarg Narak (1978) is penned by Anand Bakshi, it's composed by Rajesh Roshan and sung by Asha Bhosle and Kishore Kumar. Swarg Narak is a 1978 Hindi movie starring Sanjeev Kumar, Jeetendra and Vinod Mehra.

Nahi Nahi Koi Tumsa Haseen Lyrics - Swarg Narak

Nahi Nahi Koi Tumsa Haseen Song Detail


Song: Nahi Nahi Koi Tumsa Haseen
Album: Swarg Narak (1978)
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Sanjeev Kumar, Jeetendra, Vinod Mehra etc.

Nahi Nahi Koi Tumsa Haseen Lyrics

Nahi nahi, aur kya
Arre nahi nahi, arre baba kya
Nahi nahi koi tumsa haseen
Nahi nahi koi tumsa haseen

Ho iska hai matlab
Dekhe hain tumne laakhon haseen
Arre nahi nahi nahi nahi
Nahi nahi koi tumsa haseen
Nahi nahi koi tumsa haseen
Nahi nahi koi tumsa haseen

Ho iska hai matlab
Dekhe hain tumne laakhon haseen
Arre nahi nahi nahi nahi
Nahi nahi koi tumsa haseen

Yoon hi thodi der ko main to shayar ban gaya
Yoon hi thodi der ko main to shayar ban gaya
Maine to dekha nahi jalwa koi husn ka
Tum mein hai jo baat kisi mein ho
Tum mein hai jo baat kisi mein
Dekhi na woh baat kahin
Achchha ji!
Arre nahi nahi nahi nahi Nahi nahi koi tumsa haseen
Nahi nahi koi tumsa haseen
Nahi nahi koi tumsa haseen

Main yeh kaise maan loon tum itne anjan ho
Main yeh kaise maan loon tum itne anjan ho
Tum kitni masoom ho, tum kitni nadaan ho
Lekin tum ho mere jaisi ho
Lekin tum ho mere jaisi main kaise kar loon yakeen
Arre nahi nahi nahi nahi
Nahi nahi koi tumsa haseen
Nahi nahi koi tumsa haseen
Nahi nahi koi tumsa haseen

Maine mana aapko mujhse sachcha pyar hai
Maine mana aapko mujhse sachcha pyar hai
Par mardon ki jaat ka na koi aitbar hai
Jahan par dekhi koi achchi ho
Jahan par dekhi koi achchi surat dil kho gaya wahin
Arre nahi nahi nahi nahi
Nahi nahi koi tumsa haseen
Nahi nahi koi tumsa haseen
Nahi nahi koi tumsa haseen

Ho iska hai matlab
Dekhe hain tumne laakhon haseen
Arre nahi nahi nahi nahi
Nahi nahi koi tumsa haseen