Na Milta Gham To Barbadi Ke Afsane Lyrics - Amar


Na Milta Gham To Barbadi Ke Afsane Lyrics from Amar (1954): This is a lovely song from Amar starring Dilip Kumar, Nimmi, Madhubala and Jayant. It is sung by Lata Mangeshkar and composed by Naushad. Amar is a 1954 Hindi movie starring Dilip Kumar, Nimmi and Madhubala.

Na Milta Gham To Barbadi Ke Afsane Lyrics - Amar

Na Milta Gham To Barbadi Ke Afsane Song Detail


Song: Na Milta Gham To Barbadi Ke Afsane
Album: Amar (1954)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Naushad
Lyricist: Shakeel Badayuni
Star Cast: Dilip Kumar, Nimmi, Madhubala etc.

Na Milta Gham To Barbadi Ke Afsane Lyrics

Ho tamanna lut gayi phir bhi
Tere dam se mohabbat hai
Mubaaraq gair ko kushiyan
Mujhe gham se mohabbat hai
Na milta gham to barbadi ke afsane kahan jaate
Na milta gham to barbadi ke afsane kahan jaate
Agar duniya chaman hoti to veerane kahan jaate

Chalo achchha hua apno mein koi gair to nikla
Ji koi gair to nikla
Agar hote sabhi apne to begaane kahan jaate

To begaane kahan jaate

Duayein do mohabbat humne mitkar tumko sikhla di
Duayein do mohabbat humne mitkar tumko sikhla di
Mohabbat tumko sikhla di
Na jalte shamma mehfil mein to parwane kahan jaate
To parwane kahan jaate
Agar duniya chaman hoti to veerane kahan jaate

Tumhi ne gham ki daulat di
Bada ehsaan farmaya
Bada ehsaan farmaya
Zamane bhar ke aage
Hath failane kahan jaate Na milta gham to barbadi ke afsane kahan jaate