Mohabbat Karne Walon Ka Lyrics - Ankhen


Mohabbat Karne Walon Ka Lyrics from the movie Ankhen is sung by Shamshad Begum, its music is composed by Madan Mohan and lyrics are written by Raja Mehdi Ali Khan. Ankhen is a 1950 Hindi movie starring Nalini Jaywant, Yashodhara Katju and Cuckoo.

Mohabbat Karne Walon Ka Lyrics - Ankhen

Mohabbat Karne Walon Ka Song Detail


Song: Mohabbat Karne Walon Ka
Album: Ankhen (1950)
Singer: Shamshad Begum
Musician: Madan Mohan
Lyricist: Raja Mehdi Ali Khan
Star Cast: Nalini Jaywant, Yashodhara Katju, Cuckoo etc.

Mohabbat Karne Walon Ka Lyrics

Kisi ki yaad mein ro-ro ke apne din guzarte hain
Ye kaisi zindagi hai hum
Na jeete hain na marte hain

Mohabbat karne walon ka
Mohabbat karne walon ka yehi anjam hota hai
Tadapna unki kismat mein
Tadapna unki kismat mein
To subah-o-sham hota hai
Mohabbat karne walon ka yehi anjam hota hai

Hamesha ke liye duniya mein

Do dil mil nahin sakte
Hamesha ke liye duniya mein
Do dil mil nahin sakte
Do dil mil nahin sakte
Nazar milna judaai ka
Nazar milna judaai ka hi ek paigam hota hai
Mohabbat karne walon ka yehi anjam hota hai

Meri barbadiyan bhi dekh li tumne jahan waalon
Meri barbadiyan bhi dekh li tumne jahan waalon
Arre tumne jahan waalon
Jo karta hai mohabbat woh
Jo karta hai mohabbat woh yunhi nakam hota hai Mohabbat karne walon ka yehi anjam hota hai

Na dil mein chain hai humko
Na raaton ko karaar aaye
Na dil mein chain hai humko
Na raaton ko karaar aaye
Na raaton ko karaar aaye
Bata de koi duniya mein
Bata de koi duniya mein kahan aaram hota hai
Mohabbat karne walon ka yehi anjam hota hai
Tadapna unki kismat mein
To subah-o-sham hota hai
Mohabbat karne walon ka yehi anjam hota hai