Milne Ki Tum Koshish Karna Lyrics - Dil Ka Kya Kasoor


Milne Ki Tum Koshish Karna Lyrics from Dil Ka Kya Kasoor (1992): This is a lovely song from Dil Ka Kya Kasoor starring Prithvi, Divya Bharti, Sanam and Raju Shreshta. It is sung by Kumar Sanu and Asha Bhosle and composed by Nadeem and Shravan. Dil Ka Kya Kasoor is a 1992 Hindi movie starring Prithvi, Divya Bharti and Sanam.

Milne Ki Tum Koshish Karna Lyrics - Dil Ka Kya Kasoor

Milne Ki Tum Koshish Karna Song Detail


Song: Milne Ki Tum Koshish Karna
Album: Dil Ka Kya Kasoor (1992)
Singer: Kumar Sanu, Asha Bhosle
Musician: Nadeem, Shravan
Lyricist: Madan Pal
Star Cast: Prithvi, Divya Bharti, Sanam etc.

Milne Ki Tum Koshish Karna Lyrics

Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai

Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna

Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai

Jab bhi tera jee chaahe
Tu paas mere aa jana
Mera pyaar bas tere liye hai
Tu na kabhi ghabrana
Jab bhi tera jee chaahe
Tu paas mere aa jana Mera pyaar bas tere liye hai
Tu na kabhi ghabrana
Lekin sapnon mein milne ki
Kabhi na koshish karna
Lekin sapnon mein milne ki
Kabhi na koshish karna
Sapna to toot jata hai
Sapna to toot jata hai
Sapna to toot jata hai
Sapna to toot jata hai

Hoti hain bedard bahut hi
Is duniya ki rasmein
Mushkil kar deti hain nibhana
Pyaar wafa ki kasmein
Ho hoti hain bedard bahut hi
Is duniya ki rasmein
Mushkil kar deti hain nibhana
Pyaar wafa ki kasmein
Sheeshe jaise armaan lekar
Raahon se na guzrana
Sheeshe jaise armaan lekar
Raahon se na guzrana
Sheesha to toot jata hai
Sheesha to toot jata hai
Sheesha to toot jata hai
Sheesha to toot jata hai

Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai