Mere Soone Jeevan Ka Aasra Hai Tu Lyrics - Aasra


Lyrics of Mere Soone Jeevan Ka Aasra Hai Tu from Aasra: This is a very well sung song by Asha Bhosle with nicely composed music by Laxmikant and Pyarelal. Mere Soone Jeevan Ka Aasra Hai Tu Lyrics are beautifully penned by Anand Bakshi. Aasra is a 1966 Hindi movie starring Biswajeet, Mala Sinha and Ameeta.

Mere Soone Jeevan Ka Aasra Hai Tu Lyrics - Aasra

Mere Soone Jeevan Ka Aasra Hai Tu Song Detail


Song: Mere Soone Jeevan Ka Aasra Hai Tu
Album: Aasra (1966)
Singer: Asha Bhosle
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Biswajeet, Mala Sinha, Ameeta etc.

Mere Soone Jeevan Ka Aasra Hai Tu Lyrics

Mere soone jeevan ka aasra hai tu
Mere soone jeevan ka aasra hai tu
Kaun kehta hai be-aasra hai tu
Kaun kehta hai be-aasra hai tu
Mere soone jeevan ka aasra hai tu
Kaun kehta hai be-aasra hai tu
Kaun kehta hai be-aasra hai tu

Munne tu bhi so ja, taare lage sone
Aayi nindiya leke nainon ke khilone
Munne tu bhi so ja, saare lage sone

Aayi nindiya leke nainon ke khilone, sapne salone
Mere soone jeevan ka aasra hai tu
Kaun kehta hai be-aasra hai tu
Kaun kehta hai be-aasra hai tu

Duniya ki nazar se tujhe main bachaoon
Gore mukhde pe kala teeka lagaoon
Duniya ki nazar se tujhe main bachaoon
Gore mukhde pe kala teeka lagaoon
Sabse chhupaoon
Mere soone jeevan ka aasra hai tu
Kaun kehta hai be-aasra hai tu
Kaun kehta hai be-aasra hai tu

Tere jaisa koi phool hai na taara
Mera raja beta chanda se bhi pyara
Tere jaisa koi phool hai na taara
Mera raja beta chanda se bhi pyara
Sunle jag saara
Mere soone jeevan ka aasra hai tu
Kaun kehta hai be-aasra hai tu
Kaun kehta hai be-aasra hai tu
Mere soone jeevan ka aasra hai tu
Kaun kehta hai be-aasra hai tu
Kaun kehta hai be-aasra hai tu