Mere Liye Soona Soona Lyrics - Anand Aur Anand


Mere Liye Soona Soona Lyrics from Anand Aur Anand (1984): This is a lovely song from Anand Aur Anand starring Dev Anand, Sunil Anand, Raj Babbar and Rakhee. It is sung by Kishore Kumar and composed by R D Burman. Anand Aur Anand is a 1984 Hindi movie starring Dev Anand, Sunil Anand and Raj Babbar.

Mere Liye Soona Soona Lyrics - Anand Aur Anand

Mere Liye Soona Soona Song Detail


Song: Mere Liye Soona Soona
Album: Anand Aur Anand (1984)
Singer: Kishore Kumar
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Anjaan
Star Cast: Dev Anand, Sunil Anand, Raj Babbar etc.

Mere Liye Soona Soona Lyrics

Mere liye soona soona
Saara jahan soona soona
Ho mere liye soona soona
Saara jahan soona soona
Mera kahin koyi nahin
Jaaun to jaaun kahan main
Kahan main kahan

Mere liye soona soona
Saara jahan soona soona
Mera kahin koyi nahin

Jaaun to jaaun kahan main
Kahan main kahan

Chand jaaye suraj aaye leke yeh savera
Chand jaaye suraj aaye leke yeh savera
Hai meri zindagi mein har pal andhera
Dekhun jahan chhaya dhuan
Jaaun to jaaun kahan main
Kahan main kahan

Mere liye soona soona
Saara jahan soona soona
Mera kahin koyi nahin
Jaaun to jaaun kahan main Kahan main kahan

Kho ke tujhko tanha maine kaise din bitaaye
Kho ke tujhko tanha maine kaise din bitaaye
Jiske dil pe beete yeh wohi jaan paaye
Soun jahan, jaagun jahan
Tujhe pukaru wahan main
Wahan main wahaan

Mere liye soona soona
Saara jahan soona soona
Mere liye soona soona
Saara jahan soona soona
Mera kahin koyi nahin
Jaaun to jaaun kahan main
Kahan main kahan



More Lyrics From Anand Aur Anand