Mere Dil Ka Pata Tumhein Kisne Diya Lyrics - Jaanam Title Song


Mere Dil Ka Pata Tumhein Kisne Diya Lyrics from the movie Jaanam is sung by Anuradha Paudwal and Vipin Sachdeva, its music is composed by Anu Malik and lyrics are written by Faiz Anwar. Jaanam is a 1993 Hindi movie starring Rahul Roy, Pooja Bhatt and Deepak Tijori.

Mere Dil Ka Pata Tumhein Kisne Diya Lyrics - Jaanam Title Song

Mere Dil Ka Pata Tumhein Kisne Diya Song Detail


Song: Mere Dil Ka Pata Tumhein Kisne Diya
Album: Jaanam (1993)
Singer: Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Musician: Anu Malik
Lyricist: Faiz Anwar
Star Cast: Rahul Roy, Pooja Bhatt, Deepak Tijori etc.

Mere Dil Ka Pata Tumhein Kisne Diya Lyrics

Mere dil ka pata tumhein kisne diya
Mere dil ka pata tumhein kisne diya
Kya tum bhi akele the meri tarah
Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam

Tere dil ka pata mere dil ne diya
Tere dil ka pata mere dil ne diya
Haan hum bhi akele the teri tarah
Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam

Main akela jee raha tha
Jeevan be-irada tha

Na kisi se thi mohabbat
Na koi bhi vaada tha
Main akela jee raha tha
Jeevan be-irada tha
Na kisi se thi mohabbat
Na koi bhi vaada tha
Tum meri raah mein jaane kab aa gaye
Tum meri raah mein jaane kab aa gaye
Kya tum bhi akele the meri tarah
Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam

Zindagi ke yeh haseen pal
Bas yoon hi guzar jaate Aur kuchh din jo tumhein
Hum na milte to mar jaate
Zindagi ke yeh haseen pal
Bas yoon hi guzar jaate
Aur kuchh din jo tumhein
Hum na milte to mar jaate
Vaada yeh hai mera tumse kya hai chhupa
Vaada yeh hai mera tumse kya hai chhupa
Haan hum bhi akele the teri tarah
Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam

Mere dil ka pata tumhein kisne diya
Tere dil ka pata mere dil ne diya
Haan hum bhi akele the teri tarah
Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam



More Lyrics From Jaanam