Man Bawra Lyrics - Gippi


Man Bawra Lyrics from Gippi (2013): This is a lovely song from Gippi starring Riya Vij, Taaha Shah, Divya Dutta and Jayati Modi. It is sung by Shekhar Ravjiyani and composed by Vishal Shekhar. Gippi is a 2013 Hindi movie starring Riya Vij, Taaha Shah and Divya Dutta.

Man Bawra Lyrics - Gippi

Man Bawra Song Detail


Song: Man Bawra
Album: Gippi (2013)
Singer: Shekhar Ravjiyani
Musician: Vishal Shekhar
Lyricist: Shahab Allahabadi
Star Cast: Riya Vij, Taaha Shah, Divya Dutta etc.

Man Bawra Lyrics

Man bawra, mann baawara
Maane na, maane na
Meri yaadon ki khuli chaadrein
Gathri baandhe na
Meri daleelein kyun na maane
Usko yahaan koi manaane nahin aayega

Kaise sambhaloon man bawra, man baanwra
Maane na, maane na
Meri yaadon ki khuli chaadrein
Gathari bandhe na

Meri daleelein kyun na maane
Usko yahan koi manane nahi aayega
Kaise sambhaloon man bawra, mann baawara
Maane na, maane na

Dil ka baksa hai hua khaali khaali
Itne jatan se rakhi khwahishein thi
Phir bhi kyun lagta hai yeh bhari bhaari
Ghamon se poora hai bhara
Man mera aisa hai dekho bhola bhaala
Baitha hai khud pe hi yeh laga ke taala
Kehta hai na jaane kaise kho gayi chaabhiyaan

Khwaab ne kar li yeh bahaali Ab to woh bhi tere sirhane nahi aayega
Kaise sula doon man bawra, mann baanwra
Maane na, maane na

Meri yaadon ki khuli chaadrein
Gathri baandhe na
Meri daleelein kyun na maane
Usko yahaan koi manaane nahin aayega
Kaise sambhaloon man bawra, mann baawara
Maane na, maane na
Meri yaadon ki khuli chaadrein
Gathri baandhe na
man bawra, mann baanwra
Maane na, maane na
Meri yaadon ki khuli chaadrein
Gathri baandhe na
man bawra, mann baawara
Maane na, maane na
Meri yaadon ki khuli chaadrein
Gathri baandhe na