Main Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Gaya Lyrics - Hum Dono


Main Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Gaya Lyrics from the movie Hum Dono is sung by Mohammad Rafi, its music is composed by Jaidev and lyrics are written by Sahir Ludhianvi. Hum Dono is a 1961 Hindi movie starring Dev Anand, Nanda and Sadhna.

Main Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Gaya Lyrics - Hum Dono

Main Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Gaya Song Detail


Song: Main Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Gaya
Album: Hum Dono (1961)
Singer: Mohammad Rafi
Musician: Jaidev
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Dev Anand, Nanda, Sadhna etc.

Main Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Gaya Lyrics

Main zindagi ka sath nibhata chala gaya
Har fikra ko dhuyein mein udata chala gaya
Har fikra ko dhuyein mein uda

Barbadiyon ka sog manana fizool tha
Barbadiyon ka sog manana fizool tha
Manana fizool tha, manana fizool tha
Barbadiyon ka jashn manata chala gaya
Barbadiyon ka jashn manata chala gaya
Har fikra ko dhuyein mein uda

Jo mil gaya usi ko muqaddar samajh liya

Jo mil gaya usi ko muqaddar samajh liya
Muqaddar samajh liya, muqaddar samajh liya
Jo kho gaya main usko bhulata chala gaya
Jo kho gaya main usko bhulata chala gaya
Har fikra ko dhuyein mein uda

Gham aur khushi mein fark na mehsoos ho jahan
Gham aur khushi mein fark na mehsoos ho jahan
Na mehsoos ho jahan, na mehsoos ho jahan
Main dil ko us makaam pe lata chala gaya
Main dil ko us makaam pe lata chala gaya
Main zindagi ka sath nibhata chala gaya
Har fikra ko dhuyein mein udata chala gaya