Main Agar Saamne Aa Bhi Jaya Karoon Lyrics - Raaz


Main Agar Saamne Aa Bhi Jaya Karoon Lyrics from the movie Raaz is sung by Alka Yagnik and Abhijeet, its music is composed by Nadeem and Shravan and lyrics are written by Sameer. Raaz is a 2002 Hindi movie starring Dino Morea, Bipasha Basu and Ashutosh Rana.

Main Agar Saamne Aa Bhi Jaya Karoon Lyrics - Raaz

Main Agar Saamne Aa Bhi Jaya Karoon Song Detail


Song: Main Agar Saamne Aa Bhi Jaya Karoon
Album: Raaz (2002)
Singer: Alka Yagnik, Abhijeet
Musician: Nadeem, Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Dino Morea, Bipasha Basu, Ashutosh Rana etc.

Main Agar Saamne Aa Bhi Jaya Karoon Lyrics

Main agar saamne aa bhi jaaya karoon
Laazmi hai ke tum mujh se parda karo
Apni shaadi ke din ab nahin door hain
Main bhi tadpa karoon, tum bhi tadpa karo
Badi mushkil hai, yeh mera dil hai
Badi mushkil hai, yeh mera dil hai
Tum hi kaho kaise main chup rahoon

Tum agar saamne aa bhi jaaya karo
Laazmi hai ke main tumse parda karoon
Apni shaadi ke din ab nahin door hain

Main bhi tadpa karoon, tum bhi tadpa karo
Badi mushkil hai, yeh mera dil hai
Badi mushkil hai, yeh mera dil hai
Tum hi kaho kaise main chup rahoon
Tum agar saamne aa bhi jaaya karo
Laazmi hai ke main tumse parda karoon

Sataane ke manaane ke
Yeh din hain aazmaane ke
Zara samjha karo dilbar
Tumhein meri kasam
Yehi meri hai majboori
Sahi jaaye na ab doori Mera kya haal hai kaise
Bataun main sanam
Zameen hogi, gagan hoga
Tera mera milan hoga
Main agar tumse nazrein milaya karoon
Laazmi hai ke tum mujh se parda karo

Main duniya se chala jaaoon
Kabhi na laut ke aaoon
Karogi kya akele tum bataao dilruba
Main Rab se chheen laaungi
Tujhe apna banaaungi
Chalegi saans jab tak yeh
Na honge hum juda
Na apni yeh kasam toote
Jo Rab roothe to Rab roothe

Main agar tumko milne bulaya karoon
Laazmi hai ke tum mujh se parda karo
Apni shaadi ke din ab nahin door hain
Main bhi tadpa karoon, tum bhi tadpa karo
Badi mushkil hai, yeh mera dil hai
Badi mushkil hai, yeh mera dil hai
Tum hi kaho kaise main chup rahoon