Likh Kar Tera Naam Zameen Par Lyrics - Laila Majnu


Likh Kar Tera Naam Zameen Par Lyrics from Laila Majnu (1976): This is a lovely song from Laila Majnu starring Rishi Kapoor, Ranjeeta, Danny Denzongpa and Asrani. It is sung by Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar and composed by Madan Mohan. Laila Majnu is a 1976 Hindi movie starring Rishi Kapoor, Ranjeeta and Danny Denzongpa.

Likh Kar Tera Naam Zameen Par Lyrics - Laila Majnu

Likh Kar Tera Naam Zameen Par Song Detail


Song: Likh Kar Tera Naam Zameen Par
Album: Laila Majnu (1976)
Singer: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Musician: Madan Mohan
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Rishi Kapoor, Ranjeeta, Danny Denzongpa etc.

Likh Kar Tera Naam Zameen Par Lyrics

Kehna ek deewana teri
Yaad mein aahein bharta hai
Yaad mein aahein bharta hai
Likh kar tera naam zameen par
Usko sajde karta hai x 2
Likh kar tera naam zameen par
Usko sajde karta hai x 2

Chaak girebaan, khaak basar
Phirta hai sooni raahon mein
Phirta hai sooni raahon mein

Saayon ko lipata-ta hai
Aur Laila Laila karta hai
Laila Laila karta hai
Likh kar tera naam zameen par
Usko sajde karta hai x 2

Teri ek jhalak ki khatir
Jaan aankhon mein atki hai
Jaan aankhon mein atki hai
Jee ka aisa haal hua hai
Jeeta hai na marta hai
Jeeta hai na marta hai
Likh kar tera naam zameen par Usko sajde karta hai x 2

Khud ko bhool gaya hai lekin
Teri yaad nahi bhoola
Teri yaad nahi bhoola
Dil ke jitne zakm hain unmein
Tera hi aks ubharta hai
Tera hi aks ubharta hai
Likh kar tera naam zameen par
Likh kar tera naam zameen par
Usko sajde karta hai x 2
Saayon ko lipata-ta hai
Aur Laila Laila karta hai
Laila Laila karta hai

Kehna mere deewane se
Kehna mere deewane se
Laila teri amaanat hai
Laila teri amaanat hai
Teri baahon mein dum degi
Tu jiska dum bharta hai
Tu jiska dum bharta hai
Dil ke jitne zakm hain unmein
Tera hi aks ubharta hai
Tera hi aks ubharta hai

Sadke jaaoon is kasid par
Jis se yeh paigam mila
Jis se yeh paigam mila
Mera qaatil, mera maseeha
Ab bhi mujh par marta hai
Ab bhi mujh par marta hai
Mera qaatil mera maseeha
Mera maseeha, mera qaatil
Mera qaatil, mera maseeha
Ab bhi mujh par marta hai
Ab bhi mujh par marta hai
Laila, ho Laila, Laila, Laila, Laila