Koi Ladki Mujhe Kal Raat Sapne Mein Mili Lyrics - Seeta aur Geeta


Koi Ladki Mujhe Kal Raat Sapne Mein Mili Lyrics from the movie Seeta Aur Geeta is sung by Asha Bhosle and Kishore Kumar, its music is composed by R D Burman and lyrics are written by Anand Bakshi. Seeta aur Geeta is a 1972 Hindi movie starring Dharmendra, Hema Malini and Sanjeev Kumar.

Koi Ladki Mujhe Kal Raat Sapne Mein Mili Lyrics - Seeta aur Geeta

Koi Ladki Mujhe Kal Raat Sapne Mein Mili Song Detail


Song: Koi Ladki Mujhe Kal Raat Sapne Mein Mili
Album: Seeta aur Geeta (1972)
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Dharmendra, Hema Malini, Sanjeev Kumar etc.

Koi Ladki Mujhe Kal Raat Sapne Mein Mili Lyrics

Koi ladki mujhe kal raat sapne mein mili
Badi pyari si surat thi, bhala sa naam tha
Koi ladka mujhe kal raat sapne mein mila
Badi pyari si surat thi, bhala sa naam tha

Dekh leti main jo uss bairan soutan ko
Jaan le leti main qasam se
Dekh leta main jo uss tere sajan ko
Jaan de deta main sharam se
Ho phir kyon roothe
Tum jo roothi la lala

Arre tum hi mujhe kal raat sapne mein mili
Arre tum hi mujhe kal raat sapne mein mile
Mujhe tumse, tumhein mujhse zaruri kaam tha
Tumhein mujhse, mujhe tumse zaruri kaam tha

Chandini thi raatein, khoob huyi mulakatein
Pyar bhari huyi baatein dono mein
Raat bhar hum jaage, nain piya sang laage
Rang bhare huye vaade dono mein
Tum jhooti ho
Tum jhoote ho la lala
Koi ladka, koi ladki

Koi ladki mujhe kal raat sapne mein mili Badi pyari si surat thi, bhala sa naam tha