Kitna Maza Aa Raha Hai Lyrics - Raja Jani


Kitna Maza Aa Raha Hai Lyrics from Raja Jani is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Kitna Maza Aa Raha Hai song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Raja Jani is a 1972 Hindi movie starring Dharmendra, Hema Malini and Premnath.

Kitna Maza Aa Raha Hai Lyrics - Raja Jani

Kitna Maza Aa Raha Hai Song Detail


Song: Kitna Maza Aa Raha Hai
Album: Raja Jani (1972)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Dharmendra, Hema Malini, Premnath etc.

Kitna Maza Aa Raha Hai Lyrics

Hmm haaye
Kitna maza aa raha hai ho
Kitna maza aa raha hai
Teere nazar chal rahe hain
Armaan nikal rahe hain ho

Kitna maza aa raha hai
Teere nazar chal rahe hain
Armaan nikal rahe hain ho
Kitna maza aa raha hai

Pehle humko tumse kuchh gile the

Isliye tumhein na hum mile the
Pehle humko tumse kuchh gile the
Isliye tumhein na hum mile the
Rutt badal rahi hai
Hum bhi badal rahe hain
Armaan nikal rahe hain ho

Kitna maza aa raha hai
Teere nazar chal rahe hain
Armaan nikal rahe hain ho
Kitna maza aa raha hai

Bas ke tumhari nigahon mein
Hum in mohabbat ki raahon mein Bas ke tumhari nigahon mein
Hum in mohabbat ki raahon mein
Kabhi gir rahe hai
Kabhi sambhal rahe hain
Armaan nikal rahe hain

Kitna maza aa raha hai
Teere nazar chal rahe hain
Armaan nikal rahe hain ho
Kitna maza aa raha hai

Dono milke aaj muskurayein
Ek baat tumko hum sunayein
Dono milke aaj muskurayein
Ek baat tumko hum sunayein
Humne yeh suna hai
Ke log jal rahe hain
Armaan nikal rahe hain

Kitna maza aa raha hai
Teere nazar chal rahe hain
Armaan nikal rahe hain ho
Kitna maza aa raha hai
Kitna maza aa raha hai