KISMAT NE KYA DIN DIKHLAYE LYRICS - Apne Huye Paraye Title Song
Kismat Ne Kya Din Dikhlaye Lyrics of Apne Huye Paraye (1964) is penned by Shailendra, it's composed by Shankar and Jaikishan and sung by Lata Mangeshkar.

Musician : Shankar, Jaikishan
Lyricist : Shailendra
Kismat Ne Kya Din Dikhlaye Lyrics
Apne, apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhlaye
Kuchh socho aur kuchh ho jaaye
Haye re dheeraj kaun bandhaye
Apne, apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhlaye
Kuchh socho aur kuchh ho jaaye
Haye re dheeraj kaun bandhaye
Apne, apne huye paraye
Gam ki jo taqdeer na hoti
To itni beteer na hoti
Dil par itna bojh na hota
Pairon mein zanjeer na hoti
Apne, apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhlaye
Kuchh socho aur kuchh ho jaaye
Apne, apne huye paraye
Jin raahon se koi na aaye
Baithe unpe naina bichaaye
Din naadan kahe jaata hai
Shayad woh shayad laut aaye
Apne, apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhlaye
Kuchh socho aur kuchh ho jaaye
Haye re dheeraj kaun bandhaye
Apne, apne huye paraye
Kaun hai hum kyun jaane koi
Apna hamein kyun maane koi
Behtar hai is badhaali mein
Ab na hamein pehchane koi
Apne, apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhlaye
Kuchh socho aur kuchh ho jaaye
Haye re dheeraj kaun bandhaye
Apne, apne huye paraye