Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batohiya Lyrics - Nadiya Ke Paar


Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batohiya Lyrics from Nadiya Ke Paar is Hindi song sung by Hemlata, Jaspal Singh and music is given by Ravindra Jain. Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batohiya song lyrics are written by Ravindra Jain. Nadiya Ke Paar is a 1982 Hindi movie starring Sachin Pilgaonkar, Sadhna Singh and Mitali.

Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batohiya Lyrics - Nadiya Ke Paar

Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batohiya Song Detail


Song: Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batohiya
Album: Nadiya Ke Paar (1982)
Singer: Hemlata, Jaspal Singh
Musician: Ravindra Jain
Lyricist: Ravindra Jain
Star Cast: Sachin Pilgaonkar, Sadhna Singh, Mitali etc.

Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batohiya Lyrics

Kaun disa mein leke chala re batohiya
Kaun disa mein leke chala re batohiya
Kaun disa mein leke chala re batohiya
Hey thehar thehar yeh suhani si dagar
Zara dekhan de dekhan de

Mann bharmaye naina bandhe yeh dagariya
Mann bharmaye naina bandhe yeh dagariya
Kahin gaye jo thehar din jayega ghuzar
Gaadi haakan de haakan de

Kaun disa mein leke chala re batohiya

Kaun disa mein

Pehli baar hum nikle hain ghar se
Kisi anjane ke sang ho
Anjane se pehchan badhegi to
Mehak uthega tohra ang ho
Mehak se tu kahin behak na jaana
Mehak se tu kahin behak na jaana
Na karna mohe tang ho

Tang karne ka tohse nata hai gujariya
Tang karne ka tohse nata hai gujariya
Hey thehar thehar yeh suhani si dagar
Zara dekhan de dekhan de

Kaun disa mein leke chala re batohiya
Kaun disa mein

Kitni door abhi kitni door hai
Aye chandan tohra gaanv ho
Kitna apna lagne lage jab
Koyi bulaye leke naam ho
Naam na lein to kya kehke bulayein
Naam na lein to kya kehke bulayein
Kaise chalayein kaam ho

Sathi mitwa ya anadi kaho goriya
Sathi mitwa ya anadi kaho goriya
Kahin gaye jo thehar din jayega ghuzar
Gaadi haakan de haakan de

Kaun disa mein leke chala re batohiya
Kaun disa mein

Aye Gunja us din tohri sakhiyan
Karti thi kya baat ho
Kehti thi tohre saath chalan koson
Aa gaye hum tohre sath ho
Saath adhura tab tak jab tak
Saath adhura tab tak jab tak
Poore na hon phere saat ho

Abhi to hamri hai baali re umariya
Abhi to hamri re baali hai umariya
Hey thehar thehar yeh suhani si dagar
Zara dekhan de dekhan de

Mann bharmaye naina bandhe yeh dagariya
Mann bharmaye naina bandhe yeh dagariya
Kahin gaye jo thehar din jayega ghuzar
Gaadi haakan de dekhan de

Man bharmaye naina bandhe yeh dagariya
Man bharmaye