Kasak Uthi Mere Man Mein Piya Lyrics - Chhodo Na Yaar


Lyrics of Kasak Uthi Mere Man Mein Piya from movie Chhodo Na Yaar is composed, sung and written by talented Anand Raj Anand. Chhodo Na Yaar is a 2007 Hindi movie starring Jimmy Sheirgill, Kim Sharma and Mahek Chhal.

Kasak Uthi Mere Man Mein Piya Lyrics - Chhodo Na Yaar

Kasak Uthi Mere Man Mein Piya Song Detail


Song: Kasak Uthi Mere Man Mein Piya
Album: Chhodo Na Yaar (2007)
Singer: Anand Raj Anand
Musician: Anand Raj Anand
Lyricist: Anand Raj Anand
Star Cast: Jimmy Sheirgill, Kim Sharma, Mahek Chhal etc.

Kasak Uthi Mere Man Mein Piya Lyrics

Piya piya o re piya, piya o re piya
Piya piya o re piya, piya o re piya
Piya piya o re piya, piya o re piya

Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le
Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le
Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le..

Gale laga le, jiya dhadka le

Sapnon ko apne saja le, saja le
Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le..

Piya piya o re piya, piya o re piya

Tu meri zindagi
Jahaan tu mera man wahaan
Duniya se kya vasta
Tu hi mera sara jahaan
Tu.. aakhon mein chhupa le
Dil mein basa le
Aakhon mein chhupa le
Dil mein basa le Aakhon mein chhupa le
Dil mein basa le
Seene se apne laga le, laga le

Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le
[Piya piya o re piya, piya o re piya]

[Piya piya o re piya]

Piya piya o re piya, piya o re piya

Bebasi ka gumaan
Tere sang manzoor hai
Apna tujhe maan kar
Dil mera magroor hai
Tu.. armaan saare tujh pe hain waare
Armaan saare tujh pe hain waare
Armaan saare tujh pe hain waare
Khud ko kiya tere hawale hawale

Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le
Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le

Gale laga le, jiya dhadka le
Sapnon ko apne saja le, saja le
Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le..