Kajra Mohabbat Wala Lyrics - Kismat


Kajra Mohabbat Wala Lyrics from Kismat (1968) is penned by S H Bihari, it's composed by O P Nayyar and sung by Asha Bhosle and Shamshad Begum. Kismat is a 1968 Hindi movie starring Biswajeet, Babita and Helen.

Kajra Mohabbat Wala Lyrics - Kismat

Kajra Mohabbat Wala Song Detail


Song: Kajra Mohabbat Wala
Album: Kismat (1968)
Singer: Asha Bhosle, Shamshad Begum
Musician: O. P. Nayyar
Lyricist: S. H. Bihari
Star Cast: Biswajeet, Babita, Helen etc.

Kajra Mohabbat Wala Lyrics

Kajra mohabbat wala
Ankhiyon mein aisa dala
Kajre ne le li meri jaan
Haaye re main tere kurban
Duniya hai mere peechhe
Lekin main tere peechhe
Apna bana le meri jaan
Haaye re main tere kurban

Kajra mohabbat wala
Ankhiyon mein aisa dala

Kajre ne le li meri jaan
Haaye re main tere kurban

Aayi ho kahan se gori
Aankhon mein pyar le
Aayi ho kahan se gori
Aankhon mein pyar le
Chadhti jawani ki yeh
Pehli bahaar leke
Dilli shehar ka saara
Meena bazaar leke
Dilli shehar ka saara
Meena bazaar leke Jumka Bareilly wala
Kaanon mein aisa dala
Jumke ne le li meri jaan
Haaye re main tere kurban

Duniya hai mere peechhe
Lekin main tere peechhe
Apna bana le meri jaan
Haaye re main tere kurban

Motar na bangla maangun
Jhumka na haar maangun
Motar na bangla maangun
Jhumka na haar maangun
Dil ko jalaane waale
Dil ka qaraar maangun
Saiyaan bedardi mere
Thoda sa pyar maangun
Saiyaan bedardi mere
Thoda sa pyar maangun
Kismat bana de meri
Duniya basa de meri
Karle sagaai meri jaan
Haaye re main tere kurban

Kajra mohabbat wala
Ankhiyon mein aisa dala
Kajre ne le li meri jaan
Haaye re main tere kurban

Jabse hai dekha tujhko
Ho gaye ghulam tere
Jabse hai dekha tujhko
Ho gaye ghulam tere
Apna bana le gori
Aayenge kaam tere
Apna yeh jeevan sara
Likh denge naam tere
Apna yeh jeevan sara
Likh denge naam tere
Kurta yeh jaali wala
Us par motiyan ki mala
Kurte ne le li meri jaan
Haaye re main tere kurban

Duniya hai mere peechhe
Lekin main tere peechhe
Apna bana le meri jaan
Haaye re main tere kurban
Kajra mohabbat wala
Ankhiyon mein aisa dala
Kajre ne le li meri jaan
Haaye re main tere kurban