Kabhi Na Kabhi To Kahin Na Kahin Lyrics - Andha Kanoon


Kabhi Na Kabhi To Kahin Na Kahin Lyrics from the movie Andha Kanoon is sung by Asha Bhosle, its music is composed by Laxmikant and Pyarelal and lyrics are written by Anand Bakshi. Andha Kanoon is a 1983 Hindi movie starring Rajinikanth, Reena Roy and Hema Malini.

Kabhi Na Kabhi To Kahin Na Kahin Lyrics - Andha Kanoon

Kabhi Na Kabhi To Kahin Na Kahin Song Detail


Song: Kabhi Na Kabhi To Kahin Na Kahin
Album: Andha Kanoon (1983)
Singer: Asha Bhosle
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajinikanth, Reena Roy, Hema Malini etc.

Kabhi Na Kabhi To Kahin Na Kahin Lyrics

Aye kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Kisi na kisi se mulaaqat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi

Hey kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Kisi na kisi se mulaaqat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi
Baaton baaton mein, aankhon aankhon mein
Lambi raaton ki neend udd jaayegi
Tauba re, tauba re..

Aye kabhi na kabhi to kahin na kahin to

Kisi na kisi se mulaaqat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi

Pyasi nigahein, pyasa dil, pyasa dil, pyasa dil
Aise to jeena hai mushqil, hai mushqil, hai mushqil
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to koi na koi to
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Koi na koi to barsaat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Kisi na kisi se mulaaqat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi

Meri tarah sharminda hain Ummeed pe saare zinda hain
Meri tarah sharminda hain
Ummeed pe saare zinda hain
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to koi na koi to
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Koi na koi to saugaat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Kisi na kisi se mulaaqat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi

Angaron pe, talwaron pe
Naachoon main sabke ishaaron pe
Angaron pe, talwaron pe
Naachoon main sabke ishaaron pe
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to kisi na kisi ki
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Kisi ki dhuri mere hath hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi
Baaton baaton mein, aankhon aankhon mein
Lambi raaton ki neend udd jaayegi
Tauba re, tauba re..

Aye kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Kisi na kisi se mulaaqat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi