Kaala Rey Lyrics - Gangs Of Wasseypur 2


Kaala Rey Lyrics from the movie Gangs Of Wasseypur 2 is sung by Sneha Khanwalkar, its music is composed by Sneha Khanwalkar and lyrics are written by Varun Grover. Gangs Of Wasseypur 2 is a 2012 Hindi movie starring Richa Chadda, Nawazuddin Siddiqui and Jameel Khan.

Kaala Rey Lyrics - Gangs Of Wasseypur 2

Kaala Rey Song Detail


Song: Kaala Rey
Album: Gangs Of Wasseypur 2 (2012)
Singer: Sneha Khanwalkar
Musician: Sneha Khanwalkar
Lyricist: Varun Grover
Star Cast: Richa Chadda, Nawazuddin Siddiqui, Jameel Khan etc.

Kaala Rey Lyrics

Kaala rey, saiyan kaala re
Tan kaala rey, man kaala re
Kaali zabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyan karte ji coal bajaari x (2)

Bairi coal coal coal, chheene tol tol tol
Bairi coal coal, chheene tol tol tol
Chhat, aangan, char deewari
Saiyan karte ji, saiyan karte ji
Saiyan karte ji, saiyan karte ji

Saiyyan karte ji coal bajaari
Saiyyan karte ji coal bajaari

Kaali mitti, kutta kaala
Kaala bilkul surme wala
Kaala kauvva, hawwa kaala
Kaali mitti, kutta kaala
Kaala bilkul surme wala
Kaala kauvva, hawwa kaala
Kaala baadal ghirne waala
Kaala moti girne wala
Kaala jhanda, danda kaala
Kaala batua, paisa kaala Kaali aankhon jaisa kaala
Kaali agni
Kaali garmi, sooraj kaala
Kaala beegha aur gaj kaala
Kaali haathi, haathi kaala
Kaala kaala kaala kaala

Bairi coal coal coal, chheene tol tol tol
Bairi coal coal, chheene whole sale tol
Rang paani aur pichkari
Saiyan karte ji, piya karte ji
Saiyan karte ji, piya karte ji

Kaala rey, saiyan kaala re
Tan kaala rey, man kaala re
Kaali zabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyan karte ji coal bajaari

More Lyrics From Gangs Of Wasseypur 2