Jiska Koi Nahi Uska To Khuda Hai Yaaro Lyrics - Lawaaris


Jiska Koi Nahi Uska To Khuda Hai Yaaro Lyrics from Lawaaris (1981) is penned by Anjaan, it's composed by Kalyanji and Anandji and sung by Kishore Kumar. Lawaaris is a 1981 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Zeenat Aman and Amjad Khan.

Jiska Koi Nahi Uska To Khuda Hai Yaaro Lyrics - Lawaaris

Jiska Koi Nahi Uska To Khuda Hai Yaaro Song Detail


Song: Jiska Koi Nahi Uska To Khuda Hai Yaaro
Album: Lawaaris (1981)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Kalyanji, Anandji
Lyricist: Anjaan
Star Cast: Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Amjad Khan etc.

Jiska Koi Nahi Uska To Khuda Hai Yaaro Lyrics

Ik din kisi fakeer ne ik baat kahi thi
Ab ja ke dil ne mana, mana woh baat sahi thi

Jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro
Jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro
Jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro
Main nahin kehta, main nahin kehta
Kitabon mein likha hai yaaro
Jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro
Haan khuda hai yaaro

Hum to kya hain

Hum to kya hain woh farishton ko aazmata hai
Hum to kya hain woh farishton ko aazmata hai
Banakar humko mitata hai phir banata hai
Aadmi toot ke
Aadmi toot ke sau baar juda hai yaaro
Jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro
Jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro
Haan khuda hai yaaro

Imtehanon ka yahan daur yun hi chalta hai
Imtehanon ka yahan daur yun hi chalta hai
Aandhiyon mein bhi ummeedon ka diya jalta hai
Kal ki ummeed pe Kal ki ummeed pe insaan jiya hai yaaro
Jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro
Jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro
Haan khuda hai yaaro

Kab talak humse
Kab talak humse takdeer bhala roothegi
Kab talak humse takdeer bhala roothegi
In andheron se ujaale ki kiran phootegi
Gham ke daaman mein
Gham ke daaman mein kahin chain chhupa hai yaaro
Jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro
Jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro

Main nahin kehta
Main nahin kehta kitabon mein likha hai yaaro
Jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro
Haan khuda hai yaaro