Jab Neend Na Aaye Jab Yaad Sataye - Ishq Hai Lyrics - Ishq


Jab Neend Na Aaye Jab Yaad Sataye - Ishq Hai Lyrics from Ishq (1997) is penned by Dev Kohli, it's composed by Anu Malik and sung by Jayashree Shivram. Ishq is a 1997 Hindi movie starring Aamir Khan, Ajay Devgn and Juhi Chawla.

Jab Neend Na Aaye Jab Yaad Sataye - Ishq Hai Lyrics - Ishq

Jab Neend Na Aaye Jab Yaad Sataye - Ishq Hai Song Detail


Song: Jab Neend Na Aaye Jab Yaad Sataye - Ishq Hai
Album: Ishq (1997)
Singer: Jayashree Shivram
Musician: Anu Malik
Lyricist: Dev Kohli
Star Cast: Aamir Khan, Ajay Devgn, Juhi Chawla etc.

Jab Neend Na Aaye Jab Yaad Sataye - Ishq Hai Lyrics

Jab neend na aaye, jab yaad sataye
Jab dil ghabraye, jab gam tadpaye
Ise kya kahiye mere Rab tu bata
Ishq hai, ishq hai, ishq hai, ishq hai

Ishq haar bhi hai, ishq jeet bhi hai
Dil ka dushman bhi hai, dil ka meet bhi hai
Ishq hai, ishq hai, haan yehi ishq hai
Ishq haar bhi hai, ishq jeet bhi hai

Kabhi ishq banke shama jagmagaye
Kabhi banke gam ka andhera yeh chhaye

Kabhi ishq banke shama jagmagaye
Kabhi banke gam ka andhera yeh chhaye
Ishq hai geet bhi, ishq hai raag bhi
Dil jala de magar ishq woh aag bhi
Aag lagaye ishq ishq
Hosh udaaye ishq ishq
Dil ko sataye ishq ishq
Jaan ganwaye ishq ishq
Ek deewangi hai ise kya kahun
Ishq hai, ishq hai, haan yehi ishq hai
Ishq haar bhi hai, ishq jeet bhi hai
Dil ka dushman bhi hai, dil ka meet bhi hai Ishq hai, ishq hai, haan yehi ishq hai

Kabhi ishq dil mein khushi leke aaye
Kabhi ishq aansu in aankhon mein laaye
Kabhi ishq dil mein khushi leke aaye
Kabhi ishq aansu in aankhon mein laaye
Ishq mein hai khushi, ishq mein dard bhi
Iske sau roop hain, ishq hai zindagi
Khwaab dikhaaye ishq ishq
Phir chaunkaye ishq ishq
Dil ko dukhaye ishq ishq
Chain churaye ishq ishq
Ishq aakhir hai kya
Main bhi hairan hoon
Ishq hai, ishq hai, haan yehi ishq hai
Jab neend na aaye, jab yaad sataye
Jab dil ghabraye, jab gam tadpaye