Jab Dard Nahi Tha Seene Mein Lyrics - Anurodh


Jab Dard Nahi Tha Seene Mein Lyrics from Anurodh (1977): This is a lovely song from Anurodh starring Rajesh Khanna, Simple Kapadia, Vinod Mehra and Nirupa Roy. It is sung by Kishore Kumar and composed by Laxmikant and Pyarelal. Anurodh is a 1977 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Simple Kapadia and Vinod Mehra.

Jab Dard Nahi Tha Seene Mein Lyrics - Anurodh

Jab Dard Nahi Tha Seene Mein Song Detail


Song: Jab Dard Nahi Tha Seene Mein
Album: Anurodh (1977)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajesh Khanna, Simple Kapadia, Vinod Mehra etc.

Jab Dard Nahi Tha Seene Mein Lyrics

Na hasna mere gham pe insaf karna
Jo main ro padoon to mujhe maaf karna

Jab dard nahi tha seene mein
Tab khaak maza tha jeene mein
Jab dard nahi tha seene mein
Tab khaak maza tha jeene mein
Ab ke shayad hum bhi royein
Sawan ke maheene mein
Jab dard nahi tha seene mein
Tab khaak maza tha jeene mein

Ab ke shayad hum bhi royein
Sawan ke maheene mein
Jab dard nahi tha seene mein
Tab khaak maza tha jeene mein

Yaaron ka gham kya hota hai
Yaaron ka gham kya hota hai
Yaaron ka gham kya hota hai
Maloom na tha anjanon ko
Sahil pe khade hokar humne
Dekha aksar toofanon ko
Ab ke shayad hum bhi doobein
Maujon ke safeene mein Jab dard nahi tha seene mein
Tab khaak maza tha jeene mein

Aise to thes na lagti thi
Jab apne rootha karte the
Itna to dard na hota tha
Jab sapne toota karte the
Ab ke shayad dil bhi toote
Ab ke shayad ham bhi royein
Sawan ke maheene mein
Jab dard nahi tha seene mein
Tab khaak maza tha jeene mein

Is kadar pyar to koi karta nahi
Marne waalon ke sath koi marta nahi
Aapke saamne main na phir aaunga
Geet hi jab na honge to kya gaaunga
Meri awaz pyaari hai to doston
Yaar bach jaaye mera dua sab karo
Dua sab karo