Itni Hasin Itni Jawan Raat Kya Karein Lyrics - Aaj Aur Kal


Itni Hasin Itni Jawan Raat Kya Karein Lyrics from the movie Aaj Aur Kal is sung by Mohammad Rafi, its music is composed by Ravi and lyrics are written by Sahir Ludhianvi. Aaj Aur Kal is a 1963 Hindi movie starring Sunil Dutt, Nanda and Ashok Kumar.

Itni Hasin Itni Jawan Raat Kya Karein Lyrics - Aaj Aur Kal

Itni Hasin Itni Jawan Raat Kya Karein Song Detail


Song: Itni Hasin Itni Jawan Raat Kya Karein
Album: Aaj Aur Kal (1963)
Singer: Mohammad Rafi
Musician: Ravi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Sunil Dutt, Nanda, Ashok Kumar etc.

Itni Hasin Itni Jawan Raat Kya Karein Lyrics

Itni hasin itni jawan raat kya karein
Itni hasin itni jawan raat kya karein
Jaage hain kuch ajeeb se
Jazbaat kya karein
Itni hasin itni jawan raat kya karein

Saanson mein ghul rahi hai
Kisi saans ki mehak
Saanson mein ghul rahi hai
Kisi saans ki mehak
Daaman ko chhoo raha hai

Koi haath kya karein
Daaman ko chhoo raha hai
Koi haath kya karein
Jaage hain kuch ajeeb se
Jazbaat kya karein
Itni hasin itni jawan raat kya karein

Shayad tumhare aane se
Yeh bhed khul sake
Shayad tumhare aane se
Yeh bhed khul sake
Hairan hain ki aaj nayi baat kya karein
Jaage hain kuch ajeeb se Jazbaat kya karein
Itni hasin itni jawan raat kya karein