Is Reshmi Paazeb Ki Jhankar Ke Sadke Lyrics - Laila Majnu

Is Reshmi Paazeb Ki Jhankar Ke Sadke Lyrics is from Laila Majnu (1976) is composed by Madan Mohan. Lyrics of Is Reshmi Paazeb Ki Jhankar Ke Sadke song are excellent. Laila Majnu is a 1976 Hindi movie starring Rishi Kapoor, Ranjeeta and Danny Denzongpa.

Is Reshmi Paazeb Ki Jhankar Ke Sadke Lyrics - Laila Majnu

Is Reshmi Paazeb Ki Jhankar Ke Sadke Song Detail

Song: Is Reshmi Paazeb Ki Jhankar Ke Sadke
Album: Laila Majnu (1976)
Singer: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Musician: Madan Mohan
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Rishi Kapoor, Ranjeeta, Danny Denzongpa etc.

Is Reshmi Paazeb Ki Jhankar Ke Sadke Lyrics

Is reshmi paazeb ki jhankar ke sadke
Is reshmi paazeb ki jhankar ke sadke
Jisne yeh pehnaai hai us dildar ke sadke
Jisne yeh pehnaai hai us dildar ke sadke
Is reshmi paazeb ki jhankar ke sadke

Us zulf ke qurban lab-o-rukhsar ke sadke
Us zulf ke qurban lab-o-rukhsar ke sadke
Har jalwa tha ik shola husn-e-yaar ke sadke
Har jalwa tha ik shola husn-e-yaar ke sadke
Us zulf ke qurban lab-o-rukhsar ke sadke

Is reshmi paazeb ki jhankar ke sadke
Is reshmi paazeb ki jhankar ke sadke

Jawani maangti thi yeh haseen jhankar barson se
Jawani maangti thi yeh haseen jhankar barson se
Tamanna bun rahi thi dhadkano ke haar barson se
Chhup-chhup ke aane waale
Chhup-chhup ke aane waale tere pyar ke sadke
Is reshmi paazeb ki jhankar ke sadke
Is reshmi paazeb ki jhankar ke sadke

Jawani so rahi thi husn ki rangeen panahon mein
Jawani so rahi thi husn ki rangeen panahon mein
Chura laaye hum unke nazni jalwe nigahon mein Chura laaye hum unke nazni jalwe nigahon mein
Kismat se jo hua hai us deedar ke sadke
Kismat se jo hua hai us deedar ke sadke
Us zulf ke qurban lab-o-rukhsar ke sadke
Is reshmi paazeb ki jhankar ke sadke

Nazar lehra rahi thi zist pe masti si chhayi hai
Nazar lehra rahi thi zist pe masti si chhayi hai
Dobara dekhne ki shauk ne halchal machayi hai
Dobara dekhne ki shauk ne halchal machayi hai
Dil ko jo lag gaya hai us aazar ke sadke