Is Duniya Mein Jeena Hai Lyrics - Apnapan


Is Duniya Mein Jeena Hai Lyrics from Apnapan (1977) is penned by Anand Bakshi, it's composed by Laxmikant and Pyarelal and sung by Lata Mangeshkar and Kishore Kumar. Apnapan is a 1977 Hindi movie starring Jeetendra, Reena Roy and Iftekhar.

Is Duniya Mein Jeena Hai Lyrics - Apnapan

Is Duniya Mein Jeena Hai Song Detail


Song: Is Duniya Mein Jeena Hai
Album: Apnapan (1977)
Singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Jeetendra, Reena Roy, Iftekhar etc.

Is Duniya Mein Jeena Hai Lyrics

Is duniya mein jeena hai
Is duniya mein marna hai
Is duniya mein jeena hai
Is duniya mein marna hai
Tere dil mein jagah mili
Swarg hamein kya karna hai
Kya karna hai

Is duniya mein jeena hai
Is duniya mein marna hai
Tere dil mein jagah mili

Swarg hamein kya karna hai
Kya karna hai
Is duniya mein jeena hai
Is duniya mein marna hai

Chhoona chaho to baadal ko chhoo lo
Apne haathon se
Arre dil na behlaao
Sajna oonche mehlon ki baaton se
Un galiyon ki baat karo
Jin galiyon se guzarna hai, guzarna hai
Is duniya mein jeena hai
Is duniya mein marna hai

Dekho main sab dekh rahi hoon
Meri aankhein band nahi
Dekho main sab dekh rahi hoon
Meri aankhein band nahi
Doondh rahe ho swarg mein pariyan
Kya main tumhein pasand nahi
Pariyan dil behlaane ko hain
Pyar tumhi se karna hai, karna hai
Is duniya mein jeena hai
Is duniya mein marna hai
Tere dil mein jagah mili
Swarg hamein kya karna hai
Kya karna hai
Is duniya mein jeena hai
Is duniya mein marna hai

Sath khade hokar hum dono
Aao koyi dua maangein
Sath khade hokar hum dono
Aao koyi dua maangein
Hath diya jab hath mein tere
Hath utha kar kya maangein
Darte the bhagwan se pehle
Ab pritam se darna hai, darna hai
Is duniya mein jeena hai
Is duniya mein marna hai
Tere dil mein jagah mili
Swarg hamein kya karna hai
Kya karna hai
Is duniya mein jeena hai
Is duniya mein marna hai