Hum The Woh Thi Lyrics - Chalti Ka Naam Gaadi


Hum The Woh Thi Lyrics from Chalti Ka Naam Gaadi is Hindi song sung by Kishore Kumar. Hum The Woh Thi song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri, its music is given by S D Burman. Chalti Ka Naam Gaadi is a 1958 Hindi movie starring Kishore Kumar, Madhubala and Ashok Kumar.

Hum The Woh Thi Lyrics - Chalti Ka Naam Gaadi

Hum The Woh Thi Song Detail


Song: Hum The Woh Thi
Album: Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
Singer: Kishore Kumar
Musician: S. D. Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Kishore Kumar, Madhubala, Ashok Kumar etc.

Hum The Woh Thi Lyrics

Hum the woh thi woh thi hum the
Hum the woh thi aur sama rangeen
Samajh gaye na tada da da da
Jaate the Japan pahunch gaye Cheen
Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya

Hum the woh thi aur sama rangeen
Samajh gaye na tada da da da
Jaate the Japan pahunch gaye Cheen
Samajh gaye na

Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya

Khoya main kaise uski baaton mein
Kehta hoon dum to lene do aa haha
Khoyi woh kaise meri baaton mein
Kehta hoon dum to lene do aa haha
Kya kya keh daala aankhon aankhon mein
Kehta hoon dum to lene do aa haha

Hum the woh thi aur sama rangeen
Samajh gaye na tada da da da
Jaate the Japan pahunch gaye Cheen
Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya Oh mannu tera hua ab mera kya hoga
Mannu tera hua ab mera kya hoga

Phoote bulbule do naina phadke
Usne jab dekha mud mud ke wa wa wa
Jaise kehti ho sun re oh ladke
Maine jab dekha mud mud ke wa wa wa
Phir dono ke dil dhak dhak dhak dhadke
Dono ne dekha mud mud ke wa wa wa
Ha ha ha ha haha haha

Hum the woh thi aur sama rangeen
Samajh gaye na tada da da da
Jaate the Japan pahunch gaye Cheen
Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya
Oh mannu tera hua ab mera kya hoga
Mannu tera hua ab mera kya hoga

Thoda thoda sa lamba lamba sa
Dheere dheere usne khencha aa haha
Phir uska pallu banke uska daas
Dheere dheere maine khencha aa haha
Ghabraahat mein phir apna apna haath
Usne khencha maine khencha aa haha

Hum the woh thi aur sama rangeen
Samajh gaye na tada da da da
Jaate the Japan pahunch gaye Cheen
Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya