Hona Tha Pyaar Lyrics - Bol


Hona Tha Pyaar Lyrics from the movie Bol is sung by Atif Aslam, Hadiqa Kiani and Faiza Mujahid, its music is composed by Atif Aslam and lyrics are written by Imran Raza. Bol is a 2011 Hindi movie starring Atif Aslam, Iman Ali and Mahira Khan.

Hona Tha Pyaar Lyrics - Bol

Hona Tha Pyaar Song Detail


Song: Hona Tha Pyaar
Album: Bol (2011)
Singer: Atif Aslam, Hadiqa Kiani, Faiza Mujahid
Musician: Atif Aslam
Lyricist: Imran Raza
Star Cast: Atif Aslam, Iman Ali, Mahira Khan etc.

Hona Tha Pyaar Lyrics

Hona tha pyaar
Hona tha pyaar, hua mere yaar - 2
Aaye nazar, chehre hazaar
Hona tha pyaar, hua mere yaar
Hona tha pyaar

Tere dil ke shehar mein
Ghar mera ho gaya, ho gaya
Sapna dekha jo tumne
Wo mera ho gaya, ho gaya
Doobe to yun, jaise hon paar

Hona tha pyar, hua mere yaar
Hona tha pyar

Thaame dilon ki baahein
Hum aate saalon mein, saalon mein
Paaye jawaab humne
Tere sawaalon mein, sawaalon mein
Khwaabon ki dor, toote na yaar
Hona tha pyar x 2
Hua mere yaar x 2
Hona tha pyaar
Mere yaar... yaar...
Hona tha pyaar

More Lyrics From Bol