Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam Lyrics - Anokhi Ada | Jitendra


Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam Lyrics from Anokhi Ada feat Jitendra is sung by Kishore Kumar, composed by Laxmikant-Pyarelal and written by Majrooh Sultanpuri Anokhi Ada is a 1973 Hindi movie starring Jeetendra, Rekha and Vinod Khanna.

Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam Lyrics - Anokhi Ada | Jitendra

Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam Song Detail


Song: Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam
Album: Anokhi Ada (1973)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Jeetendra, Rekha, Vinod Khanna etc.

Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam Lyrics

Haal kya hai dilon ka na poochho sanam
Haal kya hai dilon ka na poochho sanam
Aapka muskurana gazab dha gaya
Haal kya hai dilon ka na poochho sanam
Aapka muskurana gazab dha gaya
Ek to mehfil tumhari hasin kam na thi
Ek to mehfil tumhari hasin kam na thi
Us pe mera tarana gazab dha gaya
Ek to mehfil tumhari hasin kam na thi
Us pe mera tarana gazab dha gaya

Haal kya hai dilon ka na poochho sanam

Ab to lehraya masti bhari chhanv mein
Ab to lehraya masti bhari chhanv mein
Bandh lo chaahe ghunghru mere paanv mein
Bandh lo chaahe ghunghru mere paanv mein
Main behakta nahin tha magar kya karoon
Main behakta nahin tha magar kya karoon
Aaj mausam suhana gazab dha gaya
Main behakta nahin tha magar kya karoon
Aaj mausam suhana gazab dha gaya
Haal kya hai dilon ka na poochho sanam

Har nazar uth rahi hai tumhari taraf Har nazar uth rahi hai, nazar uth rahi hai
Har nazar uth rahi hai tumhari taraf
Aur tumhari nazar hai hamari taraf
Aur tumhari nazar hai hamari taraf
Aankh uthana tumhara to phir theek tha
Aankh uthana tumhara to phir theek tha
Aankh uthakar jhukana gazab dha gaya
Aankh uthana tumhara to phir theek tha
Aankh uthakar jhukana gazab dha gaya
Haal kya hai dilon ka na poochho sanam

Mast aankhon ka jaadu jo shaamil hua
Mast aankhon ka jaadu...
Mast aankhon ka jaadu
Mast aankhon ka
Mast aankhon ka jaadu jo shaamil hua
Mera gana bhi sun-ne ke kaabil hua
Mera gana bhi sun-ne ke kaabil hua
Jisko dekho wohi aaj behos hai
Jisko dekho wohi aaj behos hai
Aaj to main deewana gazab dha gaya
Jisko dekho wohi aaj behos hai
Aaj to main deewana gazab dha gaya

Ek to mehfil tumhari hasin kam na thi
Us pe mera tarana gazab dha gaya
Haal kya hai dilon ka na poochho sanam



More Lyrics From Anokhi Ada