Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Hoon Main Lyrics - Chor Machaye Shor


Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Hoon Main song belongs to the Ashok Rao's film Chor Machaye Shor starring Shashi Kapoor, Mumtaz, Danny Denzongpa and Asrani. Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Hoon Main Lyrics are penned by Ravindra Jain while this track is sung by Kishore Kumar. Chor Machaye Shor is a 1974 Hindi movie starring Shashi Kapoor, Mumtaz and Danny Denzongpa.

Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Hoon Main Lyrics - Chor Machaye Shor

Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Hoon Main Song Detail


Song: Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Hoon Main
Album: Chor Machaye Shor (1974)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Ravindra Jain
Lyricist: Ravindra Jain
Star Cast: Shashi Kapoor, Mumtaz, Danny Denzongpa etc.

Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Hoon Main Lyrics

Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Kabhi is pag mein, kabhi us pag mein
Bandhta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main

Kabhi toot gaya, kabhi toda gaya
Sau baar mujhe phir joda gaya haan
Kabhi toot gaya, kabhi toda gaya
Sau baar mujhe phir joda gaya
Yun hi lut-lut ke, aur mit-mit ke

Banta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main

Main karta raha auron ki kahi
Meri baat mere man hi mein rahi
Main karta raha auron ki kahi
Meri baat mere man hi mein rahi
Kabhi mandir mein, kabhi mehfil mein
Sajta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main

Apnon mein rahe ya gairon mein
Ghunghroo ki jagah to hai pairon mein
Apnon mein rahe ya gairon mein Ghunghroo ki jagah to hai pairon mein
Phir kaisa gila, jag se jo mila
Sehta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Bajta hi raha hoon main