Gazab Ka Hai Din Lyrics - Qayamat Se Qayamat Tak


Gazab Ka Hai Din Lyrics from Qayamat Se Qayamat Tak (1988) is penned by Majrooh Sultanpuri, it's composed by Anand and Milind and sung by Alka Yagnik and Udit Narayan. Qayamat Se Qayamat Tak is a 1988 Hindi movie starring Aamir Khan, Juhi Chawla and Alok Nath.

Gazab Ka Hai Din Lyrics - Qayamat Se Qayamat Tak

Gazab Ka Hai Din Song Detail


Song: Gazab Ka Hai Din
Album: Qayamat Se Qayamat Tak (1988)
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Musician: Anand, Milind
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Aamir Khan, Juhi Chawla, Alok Nath etc.

Gazab Ka Hai Din Lyrics

Gazab ka hai din socho zara
Yeh deewanapan dekho zara
Tum ho akele, hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se, kasam se x (2)

Dekh lo humko kareeb se
Aaj hum milein hain naseeb se
Ho dekh lo humko kareeb se
Aaj hum milein hain naseeb se
Yeh pal phir kahan
Aur yeh manzil phir kahan

Ho gazab ka hai din socho zara
Yeh deewanapan dekho zara
Tum ho akele, hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se, kasam se

Kya kahoon mera jo haal hai
Raat din tumhara khayal hai
Ho kya kahoon mera jo haal hai
Raat din tumhara khayal hai
Phir bhi jaan-e-jaan
Main kahan aur tum kahan

Gazab ka hai din socho zara
Yeh deewanapan dekho zara Tum ho akele, hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se, kasam se