DUKKI PE DUKKI HO LYRICS - Satte Pe Satta


Dukki Pe Dukki Ho Lyrics from Satte Pe Satta is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar and Rahul Dev Burman. Dukki Pe Dukki Ho song lyrics are written by Gulshan Bawra while its music is given by Rahul Dev Burman. Satte Pe Satta is a 1982 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Hema Malini and Paintal.

DUKKI PE DUKKI HO LYRICS - Satte Pe Satta

Dukki Pe Dukki Ho Song Detail


Song: Dukki Pe Dukki Ho
Album: Satte Pe Satta (1982)
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar, Rahul Dev Burman
Musician: Rahul Dev Burman
Lyricist: Gulshan Bawra
Star Cast: Amitabh Bachchan, Hema Malini, Paintal etc.

Dukki Pe Dukki Ho Lyrics

Hey dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Gaur se dekha jaaye
To bas hai patte pe patta

Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta

Haan dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Gaur se dekha jaaye
To bas hai patte pe patta

Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta

Tu mere dil ka raja hai
Ya tere dil ki main rani Tu mere dil ka raja hai
Ya tere dil ki main rani
Ho tu meri baahon mein aa
Main teri baahon mein hoon
Pyar to hoga jaani
Banegi wohi kahani

Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta

Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Gaur se dekha jaaye
To bas hai patte pe patta

Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta

Kismat mein jinki milna hai
Woh kis tarah bhi mil jaayein
Kismat mein jinki milna hai
Woh kis tarah bhi mil jaayein
Haan purab se pashchim ki
Uttar se dakshin ki
Mil jaati hain rekhayein
Lakhon pahre lagayein

Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta

Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Gaur se dekha jaaye
To bas hai patte pe patta

Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta

Dono ka ek matlab hai
Dil de de ya to dil le le
Ho dono ka ek matlab hai
Dil de de ya to dil le le ho
Sadiyon se hota hai jo
Aakhir to wohi hoga
Lagate hain pyar ke mele
Jayenge sabhi akele

Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta

Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Gaur se dekha jaaye
To bas hai patte pe patta

Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta

Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta
Koyi farak nahi albatta